IQRA-Urdu Roman Qaida
IQRA-Urdu Roman Qaida
(Zawal/Djawab ke sath)
Dardjah II
IQRA
Urdu-Deutsch Transliteration
Murattabah: Sughra Butt
IQRA
Pak Islami Majlis eV. Iqra Madrasa
Brenner Str.12, 20099 Hamburg, Germany
Madrasa Iqra
Fehrist
10
1a Mukharidj 1-4 Tanween 19
i. Haroofe Madda
ii. Haroofe Leen
6 12,13 17 Laame T'arif ka Qaida 32-34
iii. Alif bahesiat
Hamza Sakin
Tafchiem or Tarqieq ke
7 Karri Harkaat 14 18 35-37
Ahkaam
Madrasa Iqra
Sabaq No.1a
Mukharidj
1. ا
اَلف ا
1
Madrasa Iqra
3. ب، م، ف، و
Darmyan Zaban ko darmyan Talu se Zaban ki daen or baen karwat ko upar ki daen
laga kar(barik awaz men) or baen djanib ki sari Daron ki djar se laga kar
or pir darmyan zaban ko darmyan Talu ki tarf
buland karte hue(moti awaz men)
9. ک، ق
قَاف ق
کَاف ک
3
Madrasa Iqra
01. ر, ن, ل
ل
kam se kam rakte hue(barik
ََلم
awaz me)
awaz me)
10. Ghunna
Ghunna
____________________________________________________
4
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.1b
Haroofe Tahadji
خ ح
Haa
ج
Djiim
ث
Thaa
ت
Taa
ب
Baa
ء/ا
Hamza/Alif
)( َخا
ص ش
Schiin
س
Siin
ز
Zaa
ر
Raa
ذ
Dhaal Daal
د
)(زَا )( َرا )(ذَآل )(دَآل
Saad
)( َصآد
ق ف
Faa
غ ع
Ain
ظ ط ض
)(فَا
Qaaf Ghain Zaa Taa Daad
5
Madrasa Iqra
Zawal / Djawab:-
1. Haroof ka kya matlab hei?
> Haroof, Harf ki Djama hei.
Baa ( ) بke kitne nuqte hote hein? Baa ( ) بka nuqta kahan par hota hei? waghera.
ii. Milti djulti awazon wale Haroof men farq karna seekhen. Maslan:Taa ( ) تor Taa( ) طki awaz
____________________________________________________
6
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.2
Harkaat: Sabar ( ) , Seer ( ) , Pesch ( )
Zawal / Djawab:-
1. Harkaat ka kya matlab hei? 3. Harkaat ki miqdar kitni hoti hei?
> Harkaat, Harkat ki djama hei. > Harkaat ki miqdar ek (1) second ke barabar hoti hei.
2. Harkaat kitni hoti hein? 4. Djis Harf par Harkat ho usse kya kehte hein?
> Harkaat teen(3) hoti hein:- > Djis Harf par Harkat ho usse Mutharik kehte hein.
Sabar( ), Seer( ) or Pesch( ).
Sabar ( ) ka Qaida
ض
َ َ ن َص َد قَ َف َط َر غَ َذ
Sabar se teen (3) Harfi Alfaas ki banawat
Seer ( ) ka Qaida
________________________________________________
8
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.4
Pesch ( ) ka Qaida
ُص ش
ُ ُس ُز ُر ُذ ُد
Zawal / Djawab:-
1. Djasm ka kya matlab hei?
> Djasm ka matlab sakoon hei.
2. Djis Harf par djasm adjaye usse kya kehte hein?
> Djis Harf par Djasm adjaye usse Sakin ja Madjsum kehte hein.
Haroofe Qalqala
Haroofe Halqi
10
Madrasa Iqra
ار ال اض اش اك
اُث اُذ اُظ ات ان
اُم اُف اُص اُس اُز
11
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.6
ho toWau Madda or Ja sakin ( ) یse pehle Seer ( ) ho to Ja Madda ban djata hei.
Kharri Harkaat
Kharra Sabar ( ) , Kharri Seer ( ) , Ulta Pesch ( )
Schadd ( ) ka Qaida
3. Agar Sakin Harf ke bad Muschaddad Harf adjaye to Sakin Harf ko kese parhte hein?
> Agar Sakin Harf ke bad Muschaddad Harf adaye to Sakin Harf ko nahi parha djata
(aksar, hamescha nahi). Iss Qaida ko Idghame Taam kehte hein.
4. Miim Muschaddad ( ) مor Nuun Muschaddad ( ) نko kis tarha parha djata hei?
) مor Nuun Muschaddad ( ) نko hamescha Ghunna kar ke parha djata hei.
> Miim Muschaddad (
____________________________________________________
15
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.9
Maddaat
Masalen
Karri Haroofe Madda Karri Harkaat Haroofe Madda Karri Haroofe Madda
Harkaat Harkaat
- ب یه اْثًا ف یایتنَا -
○ الصیف
َ َو ○ی
َ َرب العلَم -
○ ◌ َخوف ○ َما ُعو َن -
○ ◌ َموت ◌ ○َسلم -
16
Madrasa Iqra
Zawal / Djawab:-
17
Madrasa Iqra
13. Madde Muttasil ka kya matlab hei?
> Djab Haroofe Madda (ja Karri Harkaat) ke bad Hamza ussi Kalme me adjaye to uss surat me djo
Madd kiya djata hei usse Madde Muttasil kehte hein. Iss me Haroofe Madda ( ja Karri Harkaat) ke
upar barre Madd ki alamat ( ) hoti hei. Je Madd karna wadjib hei.
18. Madde Lasim or Madde Leen Lasim ki miqdar kitni hoti hei?
> In dono Maddon ki miqdar taqriban tche (6) Harkaat ke barabar hoti hei.
21. Madde Aris or Madde Leen Aris ki miqdar kitni hoti hei?
> In dono Maddon ki miqdar ek (1) Alif ( ) اse le kar chaar (4) Alif ( ) اtak hoti hei.
→ Madde Asli ke elawa Madd ki baqi aqsaam ko Madde Far'ee ( ) مدفریعkehte hein.
____________________________________________________
18
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.10
Tanween:do (2) Sabar ) (, do (2) Seer ) (, do (2) Pesch ) (
1. Agar Munawwan Harf ke bad Schadd adjaye to kese parha djata hei?
> Agar Munawwan Harf ke bad Schadd adjaye to ek(1) Harkat ke sath mila kar parha djata hei.
____________________________________________________
20
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.12
Zawal / Djawab:-
21
Madrasa Iqra
Ishare Halqi
Zawal / Djawab:-
I. Idgham ka kya matlab hei?
> Ek Sakin Harf ko uss ke bad ane wale Mutharik Harf me madgham kar ke jani
mila kar parne ko Idgham kehte hein .
2. Nun ka Idgham kitne Haroof me hota hei?
> Nun ka Idgham tche (6) Haroof me hota hei.
3. Je Haroof kon kon se hein?
> ن، و، ل، م، ر،ی
4. In Haroof ka madjmua kya hei?
> یَر َملون
5. Idgham ki kitni qisme hein?
> Idgham ki do (2) qisme hein.
6. In do qismo ka kya naam hei?
> i. Idgham Baghunna ii. Idghaam baghair Ghunna.
7. Idgham Baghunna me kitne Haroof schamil hein?
> Idgham Baghunna me chaar (4) Haroof schamil hein.
8. Je Haroof kon kon se hein?
> و، م، ن،ی
9. In Haroof ka majmua kya he?
> یَنمو
10. Idgham baghair ghunna me kitne Haroof schamil hein?
> Idgham baghair ghunna me do (2) Haroof schamil hein.
11. Je Haroof kon kon se hein?
> ر ,ل
12. In Haroof ka majmua kya hei?
َولکن ََل یَعل َ ُمو َن من نع َمه - َمن یَ ُقو ُل
من َربھم من َوال- من َمال
ی
َ ُھ ًدی لل ُمتَق یَو َمئذنَاع َمه - َوبَرق َّیعَلُو َن
ْثَ َ َرۃُرزقًا قَول َمع ُروف َومَغف َر ٌۃ
Zawal / Djawab:-
1. Idgham kitne kalmo me hota hei?
> Idgham hamescha do (2) kalmo me hota hei.
2. Ghunna kise kehte hein?
> Naak me awaz le dja kar parhne ko Ghunna kehte hein.
3. Ghunna ki miqdar kitni hoti hei?
> Ghunna ki miqdar ek Alif ( ) اja do (2) Harkaat ke barabar hoti hei.
Haroofe Ghunna
24
Madrasa Iqra
Ishare Mutalaq
Nun Sakin ke Baad ek Kalma me
Zawal / Djawab:-
1. Pure Quran me wo konse chaar (4) kalme hein djin me Nun sakin or یَر َمل ُونek hi
Kalme me aye hein?
4. Quran me konsi djaghein hein djahan Noon sakin or یَر َمل ُونdo kalmo me ane ke
bawadjud Izhaare Mutlaq ka Qaida Ichtiar kiya djata hei?
>
____________________________________________________
25
Sabaq Nr.14
Madrasa Iqra
Iqlab ب
Iqlab ki misalen
Tanwin do (2) kalmo me Nun sakin do (2) kalmo Nun sakin ek (1)
me kalme me
الص ُدور
ُ عَلی ٌۢم ب َذات َ ا َ ٌۢن ُبور
ك اَنٌۢبئُون
ی
َ اْل َ
الظعَلی ٌۢم ب م ٌۢن بَعد اَنٌۢبئ ُھم
ات بَینت
ٌۢ َ ا ی آء ب
َ َ َ ن
ٌۢ مَ ک ُتنٌۢب ُت
Zawal / Djawab:-
____________________________________________________
26
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.15
Ichfaje Haqiqi
Haroofe Ichfa
ج ک ث ذ ص
Zawal / Djawab:-
1.Nun ka Ichfa kitne Haroof ki wadja se hota hei?
> Nun ka Ichfa pandra (15) Haroof ki wadja se hota hei.
2. Je Haroof kon kon se hein?
> ک، ق، ف، ظ، ط، ض، ص، ش، س، ز، ذ، د، ج، ث،ت
3. In Haroof ko kya kehte hein?
> In Haroof ko Haroofe Ichfa kehte hein.
4. Ichfa ka kya matlab hei?
> Nun sakin ) (نko Harfe Ichfa ke Machridj me chupa kar parhane ko Ichfa kehte
hein. Je Ghunna or Izhar ki darmijani awaz hoti hei jani narm Ghunna.
5. Ichfa ki awaz kitni qismo ki hoti hei?
> Ichfa ki awaz do(2) qism ki hoti hei.Agar Nun sakin or Tanwin ke baad Haroofe Mustalia adjayen
to Ichfa pur hoga. Barik Haroof ke saat Ichfa bhi barik hoga.
6. Ichfa ki miqdar kitni hoti hei?
> Ichfa ki miqdar ek(1) Alif( ) اja do(2) Harkaat ke barabar hoti hei.
ْثَ َنًا قَلی ًًل من قَب ُل یَن ُق ُضو َن ق
قَو ًَل َسدی ًدا َمن َسف َه من َساَتَه س
َجنٰت ََتری فَ َمن تَب َع ُمنت َ ُھو َن ت
َس َحاب ُظلُمت َمن َظل َ َم یَن ُظ ُرو َن ظ
____________________________________________________
28
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.16
Mim sakin ke Ahkaam
Zawal / Djawab:-
1.Mim sakin ke kitne Ahkaam hein?
> Mim sakin ke teen (3) Ahkaam hein.
2. In Ahkaam ke kya naam hein?
> i. Ichfaje Schafawi ii. Idghame Schafawi iii. Izhare Schafawi.
اّلل
ٰ ا َمنتُم ب ُکنتُم بایته یَعتَصم باللٰہ
Zawal / Djawab:-
1. Ichfaje Schafawi kitne Haroof ki wadja se hota hei?
> Ichfaje Schafawi ek (1) Harf ki wadja se hota hei.
2. Je Harf kon sa hei?
> ب
3. Ichfaje Schafawi ka kya matlab hei?
> Mim sakin ke bad djab Harfe Ba ( ) بadjae to Mim ka Ikhfa (jani na pura ghunna na pura Izhar,
balke in dono ke darmjan ki awaz) kar ke para djata hei. Iss ko Ichfaje Schafawi kehte hein.
4. Ichfa ki miqdar kitni hoti he?
> Ichfa ki miqdar ek (1) Alif ja do (2) Harkaat ke barabar hoti he.
ی وم
َ ُ ُکنتُم
نق ی م
َ ُ ُکنتُم
نم و ل َ ُکم َماکَ َسبتُم
Zawal / Djawab:-
1. Idghame Schafawi kitne Haroof ki wadja se hota hei?
> Idghame Schafawi ek (1)Harf ki wadja se hota hei.
2. Je Harf kon sa hei?
> م
3. Idghame Schafawi ka kya matlab he?
> Mim sakin ke bad Mim muschaddad ( ) مane ki surat me Mim sakin ka Idghame Taam ho djata
hei. Iss ko Idghame Schafawi kehte hein.
29
Madrasa Iqra
Ishare Schafawi: tschabis (26) Haroof
Misalen Haroof Misalen Haroof
َو اَم َطرنَا ط ال َرب ُکم ُتر َج ُعو َن ت
30
Madrasa Iqra
َخلَقَ ُکم َوالَذی َن و عَلَیھم َسبی ًًل س
Zawal / Djawab:-
____________________________________________________
31
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.17
Laame T'arif ( )َل م تعریفka Qaida
Zawal / Djawab:-
1. Laame T'arif ka kya matlab he?
> Laame T'arif Al ( ) ا َلko kehte hein. Kisi kalma se pehle Laame T'arif lagane se wo kalma khas
ban djata hei.
32
Madrasa Iqra
11. Schams ka kya matlab hei?
> Schams ka matlab hei Suradj.
12. Haroofe Schamci kitne hein?
> Haroofe Schamci chauda (14) hein.
13. Haroofe Schamci kon konse hein?
> ش، ز، ظ، س، د، ن، ذ، ض، ت، ر، ص، ث، ل ط،
14. Inhen Haroofe Schamci kyun kehte hein?
> Djese Suradj ke ane se sitare chup djate hein, isi tarha djab Laame T'arif Haroofe Schamci se
pehle ata he to parha nahi djata.
َ اَلتَ َو
اب ا َْلَلیل
ت ج
33
Madrasa Iqra
Haroofe Haroofe
Misalen Misalen
Schamci Qamri
→ Harfe Schamci se pehle Laame T'arif hamescha khali hota hei or Harfe
Schamci Muschaddad, djabke Harfe Qamri se pehle Laame T'arif hamescha
Madjsum hota hei or Harfe Qamri Mutharik.
____________________________________________________
34
Madrasa Iqra
Sabaq Nr.18
Tafchiem or Tarqieq ke Ahkaam
(Ra) ر (Laam) ل (Alif) ا
Haroofe Must'alia: ق, غ, ظ, ط, ض, ص, خ
Zawal / Djawab:-
1. Tafchiem ka kya matlab hei?
> Tafchiem ka matlab hei pur (mota) parhna.
2. Tarqieq ka kya matlab hei?
> Tarqieq ka matlab hei barik parhna.
3. Kin Haroof ko hamescha pur parha djata hei?
> Haroofe Mustalia ( ق، غ، ظ، ط، ض، ص، ) خko hamescha pur parha djata hei.
4. Kin Haroof ko kabhi pur or kabhi barik parha djata hei?
> Teen (3) Haroof ko kabhi pur or kabhi barik parha djata hei: ر، ل،ا
َمالک ال
َ َق
Zawal / Djawab:-
1. Alif kab pur parha djata hei?
> Djab Alif se pehle Haroofe Mustalia mese koi Harf adjaye to Alif ko pur parha djata hei.
2. Alif kab barik parha djata hei?
> Djab Alif se pehle Haroofe Mustalia ke ilawa koi Harf adjaye to Alif barik parha djata hei.
Laame Djalalah ki Misalen
Madrasa Iqra
3. Laame Djalala kab pur parha djata hei ?
> Djab Laame Djalala se pehle wale Harf par Sabar ( -
ٌَ ) ja Pesch ( -
ٌ ُ ) adjaye to
Laame Djalala ko pur parha djata hei.
4. Laame Djalala ko kab Barik parha djata hei?
> Djab Laame Djalala se pehle wale Harf ke nitsche Seer ( -
ٌ ) adjaye to Laame Djalala
ko barik parha djata hei.
→ Ra sakin ( ) رko pur ja barik dono tarha se parha dja sakta hei djab iss ke bad Harfe Qaaf ( ) ق
adjaye.
36
Madrasa Iqra
Barik Ra( ) رki Masalen
ر
iii.Djab Ra sakin ( ) se pehle wala Harf bhi Sakin ho or usse pehle wale Haraf ke nitsche
Seer ( -
ٌ ) adjaye.
Imalah ka Qaida
Zawal / Djawab:-
1. Imalah ka kya matlab hei?
> Imalah ka matlab hei Djukana ( mael karna (.
2. Imalah ki Ra ko kistarha parha djata hei?
> Imalah ki Ra ( ) رko Urdu ke Re ( ) رےki tarha parha djata hei. Iss Ra ko barik parha djata hei.
3. Pure Quran me kitni djagah Imalah aya hei?
> Pure Quran me sirf ek djagah Imalah aya hei.
4. Je djagah kon si hei?
ََمرے ھا
_______________________________________________
37
Madrasa Iqra
Sabaq Nr. 19
Haroofe Muqat'at
ا ح ر س ص طع ق ک ل م ن ھ ی
طه
38
Madrasa Iqra
Zawal / Djawab:-
____________________________________________________
39
Madrasa Iqra
Sabaq Nr. 20
Jahan tehren
'Alamat Naam Tafseel
قف Juqif 'Aleh ( ) ی ُوقف ع َل َیہ Qif ( ) قفka matlab hei "tehr djao". Je 'Alamat wahan
istamal hoti hei djahan parhne wale ke mila kar parhne ka
ihtamal ho.
َصل ے Alwaslu Aulaa ( )ا َل َوص ُل ا َول Jahan mila kar parhana behter hei.
Jahan Na tehren
َل La ( ) َلke m'ani hein "Nahin"
Je 'Alamat agar Aayat ke ander ho to hargiz nahi
tehrna chahiye. Aayat ke upar ho to tehrne ja na
tehrne se matlab me farq nahi parta.
ق Qil 'Aaihil Waqf( ) قیل ع َل َیہ ال َوقف Jahan tehrna nahi chahiye.
40
Madrasa Iqra
Deegar 'Alamaat
ک Kadhalik ( کذ لک ) Jo 'Alamat iss se pehle hei wohi jahan samjhi djaye
Je 'Aayat ( ◌ ) ke qaim muqaam hei. Lekin jahan tehrne ja na
٥٥ Panch
tehrne me ikhtalaf hei.
سja سکتہ
Jahan thori der tehrna chahiye magar saans tore baghair aage
Siin ja Sakta
parna djari rakhna chahiye.
وقفہ
Je lambe Sakte ki 'Alamat hei. Sakte or Waqfe men farq je hei
Waqfa
ke Sakte me kam tehrna hota hei, Waqfe me ziyada.
لسج َدہ
َ َا
Djis 'Aayat ke akhir me "As- Sadjda" likha ho, uss 'Aayat ko
Sadjdae Tilawat
parhne, parhane or sunne wale ko Sadjda ada karne chahiye.
Ginti
Deutsch Arabi
0 ٠
1 ١
2 ٢
3 ٣
4 ٤/٤
5 ٥
6 ٦
7 ٧/٧
8 ٨
9 ٩
_____________________________
41
Madrasa Iqra
Naam: _________________________________
Madrasa Iqra