Jag Ghoomeya
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tu
Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chaahaton ki chaadaron mein maine hai sambhali tu
Kahin agg jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahin
Kabhi mann jaana chupke se
Yun hi apni chalani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Main Agar Kahoon
Tumko paya hai to
Jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi
To tumse kya kahon
Tumko paya hai to Jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi To tumse kya kahon
Kisi zaban mein bhi Woh labaz hi nahi
Ki jeenmein tum ho Kya tumhein bata sakun
Main aagar kahoon Tumsa haseen
Kaynaat mein Nai hai kahin
Tareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to Jaise khoya hoon
Shokhiyon mein Dooobi yeh aadayein Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aachal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari Hai jaise chandani
Roop ki chandani
Main agar kahoon yeh dilkashi Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to Jaise khoya hoon
Tum hue meherbaan To hai yeh dastan
Hoo tum hue meherbaan To hai yeh dastan
Abb tumhara mera Ek hai karwaan
Tum jahan mein wahan
Main agar kahoon Humsafar meri
Apsara ho tum Ya koi pari
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to
Jaise khoya hoon
Main Koi Aisa Geet Gaun
Main koi aisa geet gaoon Ki aarzoo jagaoon
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon Ki aarzoo jagaoon
Agar tum kaho
Tumko bulaoon Ye palkhein bichhaoon
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasmaan banaoon
Sitaron se sajaoon Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzoo jagaoon Agar tum kaho
Soniyo
Raahon me, tanha hu saath le chal yu
Sang tere safar poora karu
Raahon me, tanha hu saath le chal yu
Sang tere safar poora karu
Kya kahu ae zindagi
Tu hai meri saans, rehna tu paas har ghadi
Tu dede mera saath thaam le haath
Chahe jo bhi ho baat,
Tu bas de de mera saath
Chori Kiya Jiya Re
Gumsum gumsum rehne wali Humri yeh guraiya re
Kal kal Behne lagi Jaise prem ki nadiyaa re
Tujh sang preet humne lagai hai
Tab jake Yeh rut aayi hai
Tune to pal bhar mein Chori kiya re jiya
Mora jiya... O o o
Tune bhi Pal bhar mein
Chori kiya re jiya More Piya
Mere Naam Tu
Woh rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere hoth ke rang se hubahu
Woh khushboo kya khushboo
Thehre na jo teri saanwari zulf ke rubaru
Tere aage ye duniya hai pheeki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Ab ye zaahir sar-e-aam hai, elaan hai
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu (x2)
Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thoda sa ziddi hoon
Thoda pagal bhi hoon main
Barkha bijli baadal jhoothe
Jhoothi phoolon ki saugatein
Sacchi tu hai saccha main hoon
Sacchi apne dil ki baatein
Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu
Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai, elaan hai
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu (x2)
Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise
Sooraj ke ghere me rehti hai dharti ye jaise
Paayegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa
Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere
Tootenge bhi toh rehne hain woh tere
Tujhko bhi toh ye ilhaam hai
Elaan hai…
Suno na sangemarmar
Suno na sangemarmar
Ki yeh minaarein
Kuchh bhi nahi hai
Aage tumhaare
Aaj se dil pe mere
Raaj tumhara
Taj tumhara
Suno na sangemarmar
Ki yeh minaarein
Kuchh bhi nahi hai
Aage tumhaare
Aaj se dil pe mere
Raaj tumhara
Taj tumhara
Suno na sangemarmar
Ki yeh minaarein
Bin tere maddham maddham
Bhi chal rahi thi dhadkan
Jabse mile tum hamein
Aanchal se tere bandhe
Dil udd raha hai
Suno na aasmaanon
Ke yeh sitaare
Kuchh bhi nahi hai
Aage tumhaare
Aaj se dil pe mere raaj tumhara taj tumhara
Yeh dekho sapne mere
Neendon se hoke tere
Raaton se kehte hai lo
Hum toh sanvere hai woh
Sach ho gaye jo
Suno na do jahaanon
Ke yeh nazaarein
Kuch bhi nahin hai
Aage tumhaare
Aaj se dil pe mere
Raaj tumhaara
Taaj tumhaara
Suno na sangemarmar
Ki yeh minaarein
Saathiya
(Hansti rahe tu hansti rahe
Haya ki laali khilti rahe
Zulf ke neeche gardan pe
Subah-o-shaam milti rahe) (Repeat 2 times)
Saundi si hansi teri khilti rahe milti rahe
Peeli dhoop pehenke tum dekho baag mein mat jaana
Bhanwre tumko sab chhedenge, phoolon mein mat jaana
Maddham maddham hans de phir se
Sona sona phir se hans de
Taaza gire patte ki tarah sabz-e-laan par lete hue
Saat rang hai bahaaron ke, ek ada mein lapete hue
Saawan bhaadon saare tumse
Mausam mausam hanste rehna
Maddham maddham hanste rehna
Saathiya, saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya, saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Roop Tera Mastana
Roop Tera Mastana Pyar Mera diwana
Roop Tera Mastana Pyar Mera diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Raat Nasheeli Mast Sama Hai
Aaj Nashe Mein Sara Jahan Hai (dono lines 2x)
Raat Nasheeli Mast Sama Hai
Aaj Nashe Mein Sara Jahan Hai
Haan Ye Sharabi Mausam Behkaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Ankhon Se Ankhen Milti Hai Aise
Bechain Hoke Toofan Mein Jaise (dono lines 2x)
Ankhon Se Ankhen Milti Hai Aise
Bechain Hoke Toofan Mein Jaise
Mauj Koi Saahil Se Takraaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Aapki Nazron ne Samjha
Aapki nazaron ne samjha, pyaar ke kabil mujhe
Dil ki ai dhadkan thaher ja, mil gayee manzil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Ji hamen manzoor hai, aapka ye faisla
Kah rahi hai har nazar, banda paravar shukriya
Do jahaan ki aaj khushiyan ho gayee haasil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Aapki manzil hoon main meri manzil aap hain
Kyon main toofaan se darun mere saahil aap hain
Koi tufanon se kah de, mil gaya sahil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Ye Jo Halka Halka
Ye Jo Halka Halka Suroor Hai
Yeh Teri Nazar Ka Kusoor Hai
Ke Sharaab Peena Sikha Diya
Ke Sharaab Peena Sikha Diya
Tere Pyaar Ne Teri Chaah Ne
Teri Behki Behki Nigaah Ne
Mujhe Ek Sharaabi Bana Diya
Ke Sharaab Peena Sikha Diya
Sharaab Kaisi, Khumaar Kaisa
Yeh Sab Tumhari Nawazishen Hain
Pilayi Hai Kiss Nazar Se Tu Ne
Keh Mujh Ko Apni Khabar Nahin Hai
Tere Pyaar Ne Teri Chah Ne
Teri Behki Behki Nigaah Ne
Mujhe Ek Sharabi Bana Diya
Ke Sharaab Peena Sikha Diya
Tera Pyaar Hai Meri Zindagi
Tera Pyaar Hai Meri Zindagi
Bus Meri Zindagi Tera Pyaar
Bus Meri Zindagi Tera Pyaar Hai
Mile ho tum humko
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)
Teri mohabbat se saansein mili hain
Sada rehna dil mein kareeb hoke
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)
Teri chaahaton mein kitna tadpe hain
Saawan bhi kitne tujh bin barse hain
Zindagi mein meri saari jo bhi kami thi
Tere aa jaane se ab nahi rahi
Sada hi rehna tum mere kareeb hoke
Churaya hai maine kismat ki laqeeron se
Mile ho tum humko bade naseebon se
Churaya hai maine kismat ki lakeeron se
Baahon mein teri ab yaara jannat hai
Maangi Khuda se tu woh mannat hai
Teri wafaa ka sahara mila hai
Teri hi wajah se ab main zinda hoon
Teri mohabbat se zara ameer hoke
Churaya hai maine kismat ki lakeeron se
Mile ho tum humko bade naseebon se
Churaya hai maine kismat ki lakeeron se
Teri mohabbat se saansein mili hain
Sada rehna dil mein kareeb hoke..
Sequence
Saiyyan
Slow Rock 2
Main agar kahoon
Slow waltz 1
Humma - C
Garage/Barry Dance ¶96
Pehla Nasha
Bade achhe lagte hain Ab
Jag Ghoomeya, Shukran Allah
Savera 2 F#
Dhadak
Pal pal dil ke paas
Teri deewani
Dm Slow Rock 2
Mai koi aisa geet gaun
Ab Slow Rock 2
Mere saamne wali khidki me
Group Ballad
Soniyo/Chori kiya re jiya/In dino
Orchestral Ballad/Analog Ballad 1
Mere naam tu
Lag ja gale
Sapna jahan
Track
Suno na sangemarmar
Track
Saathiya
Mere rashqe qamar/tenu suit suit karda - Cm
Mile ho tum humko/Maahi ve - Am
Unplugged
Maa
Unplugged - B
Pyaar deewana hota hai
Track
Roop tera mastana
Track
Jaane jaan
Retro mashup/Bijuriya
Daler Mehendi
Dekha na haaye re
London thumakda
Punjabi - Daler Mehendi
Sawan me lag gayi aag
Taare gin gin
Kardi rab rab
Na na na na na re
Sufi
Ye jo halka halka
Mera piya ghar aaya
Nit khair manga