act 2
bhai Mehran Arqish
behn Aliyeh isra
parosi hassan Alinoor
dost farhad Arshaan
shayar rumi lamees
aliyeh: bhai kal navroz hai aapne kya tayari kari hai ab tk
mehran: abhi toh bs thori si hi tayari hui hai decration taqreeban pura hogaya hai lekin half seen table
ready krna rehta hai
aliyeh: acha chalo mai bhi aapki madad karti hu
mehran:aik kaam karo saare rishtedaaroon ,paroosi aur mere doston ko Navroz k 13 din par sabza badr
par aane ki dawat dedo
aliyeh: thik hai waise saara saman aagaya haft sin k liyeaap bole mai ghar pe check karti hoon
mehran: haan bair ka pisa hua masala, Navol kaa dry fruit seab or lassanhai
mehran: aur ankirdaar gandum ki ghass aur geho ki yakni joke farhad le aayega
aliyeh :chalo qareebi rishtedaroko dawat dekr aati hoon.
farhad:salaam yeh lo saman ,kal ki tayari hogayi
mehran: haan hogayi
farhad:mere ghar zarror ana lazeez pakwaan tayaaar kiye hai ammi ne
mehran:yeh toh meri khush kisamti thi k ghass tumhare pass milgayi ,shukriya dost
farhad:chalo bas samaan aur dawwat kaa invitation dene aaya tha ab mai chalta hoon ghar per
kuch sammaan pohchana hai
mehran;thik hai
ting tonng
mehran:g mai aaya
hassan:yeh lijye bhai jaan navroz k mubarak din par muh mitha kijye
(mehran:gale milte hue khair mubarak)
hassan:tayari toh khub ki hai aapne ,kya sajawat ki hai ,half sin table toh sabse khubsurat lag rha hai
mehran:shukriya ,sabr mai aaya
yeh lijeye kheer apna muh meetha karien aur apne khandan ko mere ghar haali mai zaroor leana
hassan; g zaroor ayege.
Hassan : chalo mai chalta hoon baro ko salam aur choto ko pyaar dena
Mehran:thik hai phir milte hai.
tisra din navroz kaa
farhad :aree aaj k din k liye mai boht be sabri se intazaar kar rha tha akhir kaar Chaharshanbe Suri aahi
gaya
mehran:aisa lagta hai k mai gunaho se bhari hogaya hoon
farhad :bas aik moke kaa intazar hai aag se kud kar apne saaare ghuna door karduga\
aliyeh :bhai jaan aisa din harsaal aata rahe aur saari rukawate aur sab k ghuna is aag mai rakh hote rhe.
mehran:g bilkul aao chalo apne ghunao se paak hojate hai
rumi:aaye din naya saal navroz laya khushiyon ki bahar
us ronak ko kya kahe jab dikhi roshni aur saje gulzaar
pholo ki rangat bhi mehsoos hoti hai
aakhir sab besabri se kehte jo hai k kab aaye ga yeh pyaara tehwaar
sajaye apne ghar haft seen se
apno ki madad ki pure dill se
riwayto ko pura karke
saja di mohbat persia ki sar zameen pe
gale mil kar mohbat ki misaale dete
mithayo se aik dusre kaa muh mitha karte
khair woh pyaar kaa manzar hi itna alag hai
aakhir sab aik dosre ko navzroz mubarak jo bolte
aag k saamne sir jhukaate aur pana mangte
sir jo zameen jitne ghuna kia sab aag mai jal jate
sabzeh badr mai apne pyarro k saath waqt guzaare
naya saal itna pur ronak k 2 anjaan bhi aik dosre se miljaate
aise pyaare din deta rhe woh rab
aakhir mai sabko navroz mubarak
dance (end)