Surah Qasas (1-88)
Q1:
• i. Wahi se kya murad hai? (7)
• ii. Umme Moosa (AS) ko Allah SWT ki taraf se kya hidayat di
gayi aur ye kis tarah unki hifazat ka zariya buni?
Q2: Moosa (AS) ko kya ata kiya gaya? (14)
Q3: Is ayat ki roshni mein bayan bataye ke agar hum se koi ghalti
ho jaye to humara tarz-e-amal kya ho? (16-17)
Ki
Q4: Is ayat mein ladki kis khas sifat ka zikr hai? Is ki roshni mein
humein kya rehnumai milti hai? (25)
Q5: Is ayat ke roshni mein aaj ke halat aur haziraat se kya Ka
mawazna kijiye? (27)
Q6: Firaun ne Haman ko mahal tameer karne ka hukm diya. Iski
wajah bayan kijiye ki kya wajah thi? (38)
Q7: Firaun aur uske lashkar ke jaraim bayan kiye gaye hain? Aur Wo
kis azab mein mubtela kiye gaye? (39)
Q8: Firaun aur uske sathi logon ko kis taraf rahnumai karte the?
(40-41)
Unka
• ii. Duniya o akhirat mein kya anjaam hua?
Q9: Moosa (AS) ko jo kitaab di gayi usmein logon ke liye kya tha?
(43)
Q10: Ayat (46) Rasoolullah (SAW) ki risalat ka kya maqsad bataya
gaya hai?
Q11: Khwahishat ki pairwi karne wale log kaise hain, unka kya
anjaam bayan kiya gaya hai? (50)
Q12: Allah SWT ki taraf se paighambaron ki takraar ka maqsad
kya hai? (51)
Q13: (52-55)
• i. Ahle kitaab ko iman lane per dohra ajr kyun milega?
• ii. Un logon ki kya sifat bayan ki gayi hain?
Q14: (52-57)
• i. Allah SWT ki raah mein logon ki do mukhtalif aqsam ka zikr
kis tarah kiya gaya hai?
• ii. Hidayat hasil karne mein kya cheez rukawat ban gayi thi?
• iii. Un logon ko di gayi nematon ko bayan kijiye?
Q15: (60-61) In ayat ki roshni mein duniyawi aur ukhrawi zindagi
ka mawazena kijiye?