Rotation
1.   Moment Of Inertia for point mass
 2.   SKC: Agar saara mass ‘R’ doori par hai, then I=??
 3.   Parallel and Perpendicular Axis theorem
 4.   I for “parts of bodies”
 5.   Kisi body se Mass ka REMOVE hona ya koi mass PLACE karna, and
      then “I” find karna
 6.   Radius Of gyration
 7.   Torque
 8.   Translational and Rotational Equilibrium
 9.   SKC: Torque ki calculation ke liye mg ko COM pe lagao
10.   Finding Hinged force and tension in sawaal jinme ek end par Hinge
      kiya hua ho aur ek jagah rassi se latkaya hua ho
11.   Ladder and seesaw waale sawaal
                                 Fix Axis Rotation
12.   m,v,a,x,F ki jagah kin ka use hoga in rotation?
13.   Rotational KE=??
14.   For fix axis rotation, torque=??
15.   Vo sawaal jinme ek jagah se hinged hai aur ek jagah rassi se
      latkaya hua hai bodies ko aur fir rassi kaat de aur rassi kaatne ke
      just baad saari cheezein (α,aCOM, Hinged force) batani ho
16.   Pulley Waale sawaal  SKC: 3 step procedure jisse 4 equations
      banegi and usse solve kar skte OR you can use the SHORT CUT
      METHOD: a=??
17.   Vo sawaal solve karna jinme body ko bas ek jagah hinge kara hua
      ho, aur kahi se chhod diya jaaye and then us poore scenario ke liye
      sab kuch nikalna
          a. Jab bhi kabhi V ya ω pooche, think of ___
          b. Jab bhi kabhi α pooche, think of __
          c. acom pooche, think of
        d. Hinged force pooche, think of ___
18.   Angular Momentum
        a. Of a body=??
        b. Of a particle=??
19.   Conservation Of Angular Momentum waale sawaal
20.   Impulse
21.   Angular Impulse
22.   Impulse Imparted by Hinged force kaise nikale
                                  CRTM
23. KE in CRTM =?? (COMBINED “I” MAT LIKHIO, SEPARATELY LIKHIO
    AGAR MULTIPLE BODIES COMBINED HAI TO)
24. Pure Rolling ki condition and questions based on it
25. Aise questions ko solve karna jinme poocha jaaye ki “Kitne time ke
    baad pure rolling shuru hogi/slipping start hogi?”
26. Pure rolling ke sawaalo mein 3 step procedure se acom,f, aur α find
    karna
27. Rolling on Inclined plane mein “acceleration find karne ka
    formula”
       a. Also, Jiska “I” zyada, uska kya kam hoga aur kya zyada hoga?
28. For a Rolling body, vo line ki distance COM se kya hogi jiske along
    Force lagane par Rolling bina friction ke hogi?
       a. Line ke upar lagayi force to kya hoga?
       b. Line ke neeche lagayi force to kya hoga?
29. Angular Momentum In CRTM (make sure to pay attention ki kis
    point ke about poocha hai)
30. Solving questions jinme ek freely padi hui rod pe koi point mass
    takraata hai (ya koi impulse lagta hai) aur fir usko CRTM karwata
    hai and is poore scenario ke liye kuch bhi find karna
31. Toppling and toppling on inclined plane