Vehdaniat ( k huda, Parmaatma, Eshwar, God, ye sab Allah hi k e naam hai) ke
Mutalliq Shlok ( 1- 10)
1. Ek evo na dvityo itasthe na brahma na Vishnu na suryo na ag ni chandr
tarakaha. ( K anthopanishat)
Tarjuma: Woh ek hai us waqt se jab ke na Brahma tha na Vishnu tha na suraj tha
aur na chand sitare.
2. Ek kum Brahma dvitya naste naene na naaste k inchan.
( Vedaant Brahmasootr
Mantar)
Tarjuma: Woh ek hai dusra nahi hai nahi hai nahi hai zara bhi nahi hai.
3. Ek um sad vipra bahudhaavadanti.( Rig ved Adhyaaye: 1, Suk t: 164, Mantar:
46)
Tarjuma: Woh ek hi such hai uske kayee naam hain.
4. Yaanti devvrata devaan pitroonnyanti pitruvrataha
Bhootani yanti bhootejya yanti madhya jinoopimaam.
( Bhag vat g ita Adhyaaye: 9, Shlok :
25)
Tarjuma: Jo bhootaun ko pooje wo bhootaun ko paaye, jo pitraun ko pooje wo
pitraun ko paaye
Sanam ke pujari sanam se mile, hamare parastar woh hum se mile.
5. Na mata na pita tasya na bhrata na chamatulaha
Na putropi kalatrancha na poutro na cha putrika.
( Shiv Gita Adhyaaye: 18, Shlok :
17)
Tarjuma: Usku na maa hai na baap hai na bhai hai na mamu hai
Na putr hai na biwi hai na pota na poti hai.
6. K alaupanch sahasraante jaayete varnasank raha
K alaupanch sahasraante Vishnu tashyati medhanam.
( Shreemad Bhagwatpuran Naradmuni k a
Qoul)
Tarjuma: K alyug ke paanch hazaar saal ke baad varnsankar ho jaayega
Isi kalyug ke paanch haz aar saal ke baad Maha Vishnu ka Avtaar Zahir
hoga.
7. Japas tapam vratam teertham yag no daano tadaivacha
1
Guru tatva na vig naya sarvam vyartham bhavetpriye. ( Guru bodh tatva
amrut)
Tarjuma: Agar koi jap kare tap kare teerth kare yagn kare aur daan kare
Magar guru ke aadesh ko na mane to yeh sab bekaar (vyarth) hai.
8.Yaha shaastr vidhi mutsrujjya vartate k aamak aarataha
Nasa siddhi mavaapnoti na sukham na pramg atim.
( Bhag vat gita Adhyaaye: 16, Shlok :
23)
Tarjuma: Agar koi shaastr aadhaar ko chhod kar apne qwahishaat par chalta hai
To usko na siddhi milegi na sukh milega aur na mukti milegi.
9. Na k aashte vidhyate deva napaashaane namrundmaye
Bhavena vidhyate deva yad bhavam tadbhavati. ( K ashyapa
smruthi)
Tarjuma: K huda na lakdi mein milta hai, na pathar mein aur na matti ke
murtiyaun mein Sirf andaaze se hi khuda milta hai jis tarah insaan
andaza lagata hai isi andaz e se quda milta hai.
10. Teerthe daane tapo yag ne k aashte paashaane k eshada
Shivam pashyati moodhatma shivadehe pratishthitaha. ( Avadhoot g ita)
Tarjuma: K habraun ya mukhaddas muqamoun ki ziyarat mein, khair khairat
mein, eesaar wo Qurbani mein, lakdi ki aur patharaun ki moortiyaun
mein jaahel insaan khuda ko dhoondta hai. Halaanke iska khuda
is key dil mein baitha huwa hai.
RISAALAT K E MUTAAL I Q SHLOK
(Hazrath Mohammad Mustafa Ahmed e Mujtaba Sallalahu alaihi wa
sallam)
Jagat Guru, K alk i Avataar, Antim Maha R oshi, Naraashams,World Teacher,
Sarvar e- Aalam ye sab Huz oor Haz rat Mohammad (Sallallahu alaihi wa
sallam) k e naam hain.
11. Brahma, kruta, shiva sahasra naamasu mrutyunjaya
Sookshm tanur jag at vyapi jag atguru. ( Bhavishya Puran)
Tarjuma: Rahmani taqataun ka hamil raheemi sifataun se mamoor maliki
ausaaf ka mazhar bana huwa aur daaimi hayaat
wala apne lateef jism ke saath tamaaam aalam mein bhara huwa hai
wahi jagat guru hai.
12. Sambhala g rama mukhyasya brahmanaasya mahaatmanaha
2
Bhavane Vishnu yashasaha k alk ih pradur bhavishyati.
( Shreemad Bhag wat Puran Adhyaaye: 2, Sk and: 12, Shlok : 18)
Tarjuma: Sambhala gram (Makkah) shaher mein brahmanaun (Quraish) ke
sardar ke gharaane mein paida honge woh Abdullah ke bête kalki
avatar bhavishye mein aayeinge.
13. Vishnu yashassuta devam dushta duraachaara mardanam
Sumati parmanandam kalki vande jag at g uru.( K alk i Puran Adhyaaye: 2,
Shlok 2)
Tarjuma: Vishnu bhakt (Abdullah) ke bete dushtaun aur durachaaraun ko
nasht karne wale Sumati (Amina) ke dil ko sukh dene wale woh kalki
Avatar saare Jagat ke Guru hai unko mai salaam karta hun.
14. Dwadashshya shuk lapak shassya madhave maasi maadhav
Jaat dadru shatu putr pitrau hrushtmanasau.
( K alki Puran Adhyaaye: 2, Shlok:
15)
Tarjuma: Chand ki barvin tareeq hogi mausam e bahaar (Rabi ul awwal)
ka mahina hoga, us waqt kalki Avatar ka janam hoga.
15. Etasminnantare mlech aachaaryena samanvitaha
Mahaamad iti khyataha shishyashaak hasamanvitaha.
( Bhavisya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
5)
Tarjuma: Ek (mlech) ajnabi mulk aur ghair z abaan ka Muallim e Roohani
apne shishyaun (sahaba) ke saath aayenge uska naam
Mohammad (PBUH) hoga.
16. Nrupashchaiva mahadevam marusthal nivasinam
Gang ajalaishcha sansnaapya panchg avyasamanvitaih.
( Bhavisya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
6)
Tarjuma: Raja bhoj ne mahadev (malaika seerat) Arab ke rehne walay ko
aabrood e ganga aur panch gavya (paanch arkaan) se snaan
(ghusul) karake tamaam gunahon se pak therakar dilli iradat se nazro
niyaz pesh karke uski tazeem kee.
17. Ayonih sa varo mattaha praaptvaandaityavardhanaha
Mahaamad iti khyataaha paishachakrutitatparaha.
( Bhavisya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
12)
3
Tarjuma: Aap (S.A.W) ki besath Mohammad (S.A.W) ke naam se hogi aur aap
buraun ka khatma karne ke liye z ahir honge.
18. I ti shrutwa nrupashchaiva swadeshaanpunaraag amat
Mahaamadashcha taih saardh sindhuteermupaayayau.
( Bhavishya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
14)
Tarjuma: Unkhareeb hamare desh mein Mohammad (S.A.W) ki adhyaatmik
shakti z ahir hogi.
19. Sthaapitam taishcha bhoomadhyetatroshurmadatatparaaha
Madaheenam puram jaatam teshaam teerth samam smrutam.
( Bhavishya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
22)
Tarjuma: Qayam kiya gaya bhoomi ke darmiyaan Madinah shaher logon ki
teerath (ziyarath) ke liye.
20. L ingachchhedi shikhaheenaha shamshrudhaari sa dooshakaha
Uchchaalaapee sarvabhak shi bhavishyati jano mam.
( Bhavishya Puraan Adhyaaye: 3, K haand: 3, Shlok:
25)
Tarjuma: Woh qatnah kiye huwe honge, baghair choti wale aur daadhi rakhne
wale honge aur inqalaab paida karne wale, Azaan dene wale aur sab
halaal cheezein khane wale honge.
21. Ashtaachak ra navadwara devaanaam poorayodhyaa
Tasyaam hiranyayaha k oshaha swarg o jyotishaavrutaha.
( Atharv ved K haand: 10, Sukt: 2, Mantar: 31)
Tarjuma: us ghar ke aath (8) chakkar karenge aur uske nau (9) darwaze honge,
woh devtaaon ka shaher hai joh ayodhya hoga jo swarg ke samaan
jagmagata rahega.
22. Ahmidhi pituhu parimedhamrutasya jag raha !
Aham suryo ivaajani! ( Saamved prabhathak: 2, Dashati: 6, Mantar:
8)
Tarjuma: Ahmad (S.A.W) ne apne rab se pur hikmat shariat hasil kee jisse main
Sooraj ki tarah raushan hoon.
23. I dam jana upa shruta naraashamsa stavishyate
Shashtim sahasra navaatim cha k aurama aa rushameshu dahmahe.
( Atharv ved K haand: 20, Sukt: 127, Mantar:
1)
4
Tarjuma: Ae logo ehetaraam se suno Mohammad (S.A.W) tareef kiya jayega
60,090 (saath hazaar Novvad) dushmanaum mein is hijrat karne wale
(Aman phailane wale) ko hum (hifaz at me lete hain).
24 . Esha rushaye mamahe shatam nishk aan dasha srajaha
Treeni shataanyarvataam sahasra dasha g onaam.
( Atharv ved K haand: 20, Sukt: 127, Mantar:
3)
Tarjuma: Us Allah ne rishi mamahe ko 100 sonay ke sikke (Mahajireen) aur das
(10) haar (Ashra e mubashirah) aur 10,000 gaaye (fateh makkah ke
sahaba).
25. Nana somethayo devashyo nama nama Mohammada yacha
Nama beemayacha nama ugraa yacha tap shaantaaya. ( Vyaaso
Upanishad)
Tarjuma: Salaam ho chaand ke jaise chehre wale ko salaam ho Mohammad
(S.A.W) par, salaam ho Sher ki taqat rakhne wale ko salaam ho
maliki taqat rakhne wale ko salaam ho raheemi taqat rakhne wale ko.
26. Ye manava vig at raag a paravarag yaahaa Mohammadam dharmag uru
satatam smaranti Dhyanena tena hat k almashm chetanaaste maatu payo
dhara rasam na punah pivanti.
( Vyaaso Upanishad)
Tarjuma: Jo insaan ghusse ki buraaiyaoun ko chhod kar aur sabse mooh mod
kar Aqwaam e aalam ke haadi Mohammad (S.A.W) ko har dam yaad
karta hai to is dhyaan se iski jaan ka andhera door hota hai isko na
punar janam hoga aur na woh dubara maa ka doodh piyega.
27. Adhadhyate teech bhutani tastadannam taduchyate
Ahmannam mahmannam ahmannaado mahmannaado ahmannadaha.
( Taitra Upanishad)
Tarjuma: Ibteda mein jis vajood se yeh kaaenaat e aalam bana aur jisse iska
eeyada ho raha hai iska naam Ahmad (S.A.W) aur Mohammad (S.A.W)
hai woh apne saath har shai ki ruboobiyat ka samaan rakhta hai.
28. I dam jag ataha jataha jatayaami
Tad Mohammadetee prateepaadayatam. ( Vyaaso
Upanishad)
Tarjuma: Yeh jagat jahan se paida hua hai aur woh paala ja rahaa hai aur jahan
fanaa horaha hai us muqaam ka naam Mohammad (S.A.W) hai.
5
29. [ Om bhoorbhuwaha swaha tatsaviturvaranyam bharg o devasyadheemahi
Dhiyo yo naha prachodayaat. ( Yajurved Adhyaaye: 36, Mantar: 3)
Tachchak shurdevahitam purastaachchhukramuchcharat
Pashyem shardaha shatam jeevem shardaha shatamshrunuyaam shardaha
shatam
Prabravaam shardaha shat madeenaha syaam sharadaha shatam
bhooyashcha shardaha shataat. [ ( Yajurved Adhyaaye: 36, Mantar: 24)
Gaayatri mantar]
Tarjuma: Om aasmaan aur z ameen aur hum log is sooraj ke barabar roshni
rakhne wala jo dev hai aur woh jo sab dunya ko palan karta hai
jisse is jaan mein irfaan paida hota hai hum uski ibaadat karte hain ghair
kee nahi jisne duniya ko paida kya wo noor hai wahi noor tumhari bhalaai
ke liye qavi aur azeez bankar aaya hai. Tum is par durood padho is
sansaar mein aakar sainkadon baras wo baseer rahe sainkadon saal
wo sami rahe aur saikdon baras tak woh apne kalaam se haadi rahe,
sham ke mulk ke shaher e- Madina mein wo saikdon baras tak
aaraam paata rahe. Teri tareef dunya mein dayam qayam rahe.
30. Hato wa praapsyasi swargam jitwaa waa bhok shyase maheem
Tasmaaduttishtha kaunteya yuddhyaaya k rutanishchayaha.
( Bhagvat g ita Adhyaaye: 2, Shlok:
37)
Tarjuma: Hey kuntiputr (Arjun)! Tum agar jung mein maare jaaoge to swarg
praapt karoge ya yadi tum jeet jaaoge to pruthvi ke saamraajya ka
bhog karoge isliye maz boot irada karke khade ho aur jung karo.
31. Yasya nahamkruto bhavo buddhiryasya na lipyate
Hatwaapi sa imaanllokaanna hanti na nibadhyate.
( Bhagvat g ita Adhyaaye: 18, Shlok:
17)
Tarjuma: Waqt ka Mamoor (yug purush) agar Saari dunya ko bhi qatal kar de
woh apraadhi (gunahgaar) nahi kehla sakta.
32. Sarvadharmaanparityajya maamek am sharanam vraja
Ahamtva sarvapaapebhyo mok shayishyaami maashu chaha.
( Bhagvat g ita Adhyaaye: 18, Shlok:
66)
Tarjuma: Saare dharmoun ko chod kar meri panah mein aaja mai tujhe saare
paapoun se mukti dene waala hoon.
33. Punaram ag ak shyami hetaatumar swaroopena aham.
( Shrik rushna leela kalpadarum)
Tarjuma: Ae bhai main dubara aaunga to umar (R.A) ka roop lay kar aaunga.
6
34 . Niyuk tastu yathaanyaayam
yo maamsam naatti maanavaha
Sa pretya pashutaam yaati sambhavaanek avimshatim.
( Manu smruti Adhyaaye: 5, Shlok:
35)
Tarjuma: Jo shakhs mazhabi usool ke mutabiq qurbaani karke gosht nahi khata
wo marne ke baad 21(Ekkees) gosht khour jaanwar mein janam lega.
35. Samvastadevinaraameetwaam paariyaanami patirwartaam
Yahe tyaam g o sahasrena sura ghatha shatenach.
( Valmik ipuraan ayodhya khaand shlok:
5)
Tarjuma: Seeta devi jab apne pati ke saath vanvaas jaane lagi to ganga ke
kinaare ye mannat maang rahi hai ki Ae ganga! Agar main aur
mera qavind sahi salaamat ayodhya ko wapas hojaaye to tere dahane par
1,000 (ek hazaar) gaaye qurbaan karoongi aur uske kabaab ke saath
peene ke liye 100 (sau) sharaab ke matke bhi dungi.
36. Tatravidhyachchharairvyag hraan sook araan mahishaan roroon
Sharabhaan g avayaan k hadg aan harinaanchha shashallak aan.
( Shreemad Bhagvatpraan Adhyaaye: 58, K haand: 2, Sukt: 10, Shlok:
15)
Tarjuma: Waha unho ne (K rishanji aur Arjun) ne bahut se baag (sher), Soovar,
Bhainse, K aale Harin, Sharabh, Gaaye, Genda, Hiran, Qargosh aur
Sharlak (Saahi) waghera aadi pashooan par apne baano
(Teeron) ka nishanaya lagaya.
37. Taarak am
chaiva rig vedo yajurvedohi dandakam kundalyam saaamaavedam
Ardhachandro radharvedanaha bindutsa sook shma vedo pranovedohi
beejakam. ( K apil g ita)
Tarjuma: Rigved haalat-e- qayaam mein hai, Yajurved haalat e- sajday mein
hai, Saamved haalat e- qaidey mein hai aur atharnved haalat e-
rukoo main hai Lateef nuktay ki halat mein jo kitaab hai woh Quraan
hai jo jamiat ki soorat mein tamaam mazhabi kitabaun ko apne andar
liye huwe hain wahi pranoved (Quraan e K areem) hai.
38. Saptdhaatu samampindam samayonee samodbhavam
Aatma jeeva samotpannaha varnaanaam k im prayojanam.
( Shri k alyaan basveshwar Vachan)
Tarjuma: Saat dhaatoun se bana hua ye insaani jism sab ka barabar hai, aatma
(Rooh) aur jeev (Jaan) bhi sab mein barabar hone ke baad insaanaun
ko zaataun mein baantne se kya faaida.
7
39. Na charmano na rak tasya na maamsa chasthinaha
Na jaatiraatmano jaati vyavahaara prak alpitaha.
( Niraalamba Upanishad Safa No.501)
Tarjuma: Chamdey mein khoon aur gosht mein haddi mein koi farq nahi hai aur
na aatma (Rooh) mein koi farq hai yeh z aat paat insaanaun ke banaae
huwe hain.
4 0. Janmanajaayete shudraha k armanajaayete dvijaha
Vedpathaantu vipranaam brahmag nyaaneto brahmanaha.
( Bhag vatpuraan)
Tarjuma: Har koi janam se shudr hota hai karam se dwij banta hai ved paath
karne se gnyaan milta hai brahm ke gnyaan se woh brahman banta
hai.
4 1. Brahmanyam sarvadharmag nyam lok anaam k eertivardhanam
L okanaatham mahadbhootam sarvabhootabhavodbhavam.
( Vishnusahasranaamavali shlok:
7)
Tarjuma: Brahman saare dharmaun ka ilm rakhne wala hota hai dunya mein
uski izz at aur badhaayee hoti hai woh loknaath azmath wala hoga
saare bhootaun mein maujood rahega.
NAJEEBUTTARFAI N SYEDUSSADAAT AL- HASANI WAL HUSSAINI HAZ RAT
MOULANA SI DDI Q DEENDAAR CHANBASWESHWAR SAHEB QI BLA
UMMATI K AMI L FANAAFIRRASOOL MAZHARUL LAH QAADI M E
QATAMANNABEEN SAL LAL LAAHU AL AIHI WASALL AM.
K E MUTAL LI Q VEDAUN AUR SHAASTARAUN MEI N Z I K R.
SHRI VEDVYAASMUNI K RUTA SANDHYAVANDANAM MAHA SANK ALPAM
K E SAULA ( 16) MANTAR AUR VYAASO K RUTA BHAVI SHYAGNYAANMEI N
HAZRAT MOUL ANA SIDDI Q DEENDAAR CHANDBASWESHWAR SAAHEB
QI BLA K A Z I K R.
8
1. Dvityapraarabdhe Mantram
Shubhe shobhane muhoortem shri g ovinda g ovinda
mahavishnuraag nyaya pravarta manushya aadi brahmanaha
dwityapraarabdhe.
Tarjuma: woh samay tere liye shrey ho, yeh wachan main shri govinda ke
govinda mahavishnu ki aagnya anusaar kehta hoon jo
manushyaun ke liye nirdesh hai, woh aadi brahmand punah
aane waala hai.
2. K alpa Mantram
Paardiva k alpa, Aananda kalpa, K oorma k alpa, Brahma k alpa, varaaha
k alpa, Shveta varaaha k alpa, Pralayam k alpa, Paadama kalpa, saavitri
k alpa, nava k alpanaammadhe shashtame shvetavaraahak alpe.
Tarjuma: mantr mein ukt nava kalpaun mein se chhatha (1)
shvetavaraaha kalpa, yaani gore rang kee jaati jinmein varha
yaanee suvvar ke gun hain unke raajya kaal mein wo avataar
pratyaksh hoga! (1) Yeh woh jaati hai jo aath hazaar meel
(8,000 miles) duri (London) se yahaan aakar guptvidhi ke
dwaara yahaan ki shishtprajaa mein paraspar dwesh tatha kalhaa-
ein utpann karke sau (100) varsh tak raaj karti rahi lekin apna raaj
simhaasan-bhaarat mein nahi banaayee balki London mein hee
rakha!British raajya kee guptvidhi (military melton).
MI L ITARYMEL TON:
L AY A SI DE THE IR AR MS, L ET THEM DR INK AND DE BA UC H. L ET THEM PL AY A ND
DA NCE. L ET THEM WE AR GOOD C L OTHE S. THEN T HEY WI L L TUR N MEN I NTO
WOMEN. DI V IDE A ND R UL E.
Tarjuma: In (bhaartiyaun) ke shastr Hatyaar (Weapons) utaar lo, inko
madyapaan (Sharaab peene) mein laga do, vyabhichaari bana do
aur inko naachne aur khelne ke vyasan mein lagaado. Inko
sundar wastr dhaaran karna sikhaa do!Tab in mein ka purush
streetatv mein badal jaayega L adaao aur raajya karo) yeh
pashchimaatay log hain, jo varaaha yaani suvvar ka maans
bhakshak hone ke kaaran lajjaheen hote hain.
3. Manu Mantram
Svayambhuva, svaarochisha, uttama, taamasa, raivata, chaak shusha,
vaivasvata, soorya- ag ni, brahma, rudra, daksha, saavarnik a,
rauschyabhauschya, chaturdashamanuvantranammadhe saptame
vaivasvata manuvantre!
Tarjuma: 1. Apna anumaan karna 2. Apni taiyaari karna 3. Uttam 4.
Taamasa (Moodhta) 5. Mad 6. Drushty 7. Budhi se kaamlena 8.
Surya (Nirdesh) 9. Agni (Parakram) 10. Brahm (Rahman) 11.
Rudr (Maalik) 12. Daksha (Varaavulvaraahasti) 13. Sone ka
9
shareer ban jana 14. Daayem khaayem, ye chaudah (14)
manu hain, saatvein vaivasvatamanu jo budhi ka kaal hoga,
(Budhi ke bal par raktpaat bahut hota rahega) us kaal mein voh
mahavishnu ka dviteeyapraarabdh hoga!
4. Shak e Mantram
Yudhishthara, vik ramaark a, shaalivaahana, vijayaabhinandana,
naag aarjuna, k ula shatchakranaam madhe truteeye shaalivaahana
shak e!
Tarjuma: hindustaan mein chey (6) samvatsar chalte hain jinke chhey (6)
naam mantr mein ullekhit hain, unmein se teesra shaalivaahana
shake jis desh mein prachalit hoga, us desh mein voh kalki
avatar ka dviteeyapraarabdh hoga!
5. Ug a Mantram
K ruta, treta, dvaapraante, dvaatrim sahasraanvita chaturlak shaabdhe
k aliyuge prathampaade panch sahasraadi varshe Pratham maase,
pratham pak she, prathame haani triyodashag hatik aadvijatwaarena
Tarjuma: kruta, treta, dwaapaar ke baad kalyug mein jiskee avadhi
chaarlaakh battees haz aar (4,32,000) saal hai, uske pehle paad
mein yaani paanch hazaar (5,000) varsh ke andar (varshaa rutu
ke) pehle maas mein, pehle paksh mein (7 june mrugeshara
nakshatr mein) prathamhaani pehli barbaadi (1857 mein ghadar
huwa aur dakshin bhaarat evam Hyderabad mein 1908 eesvi
mein baadh aur mahaamaari (Pleg) aakar lagbhag ek laakh
maanavoun ke praan nasht huwe) mein tera ghadi (9.30
baje savere ache samay) dweejatvaarena (somvaar ke din) janm hoga!
6. K aal Mantram
Sapta g hatikaag atam pratham pranaayaam k aale Lak sha yojana
vistaaranam jambudweepe.
Tarjuma: saat ghadi yaani savere fajar ki namaaz ke awwal waqt
(February) maas se ushn rutu shuru hota hai, aur ushn rutu
mein 4-30 baje se namaha prarthna (namaaz-e-Fajr) ka samay
aarambh hota hai, us pratham kaal mein) laakh yojan vistaar
vaale jambudweep mein pratyaksh hoga!
7. Neetireeti mantram
Atula, vimala, satkula, dhaavata, k alpataru vrak sha!
Vinyaasta daideepyamaana ratna simhasinasyayo!
Tarjuma: jiska koi tulya nahi, nishkalank, shreshthkuleen, desh sanchaari,
kalpavruksha, (sarv lokoun ke liye daya saagar) avinaashee!
10
Naitik moorti, jagamgaadi ratn simhaasan (Rafraf) par baithne
vala hai!
8. K aalak roh Mantram
Prasthita yantr raase chaturdasha varnavarnataha!
Tarjuma: Niraaj aur durdasha hogi, bhautik unnati ka kaal hoga, yantraun
ke kaal mein ek samudaay ke chauda chauda sampradaay
banenge, us kaal mein voh kaaran guru pratyaksh hoga!
9. Praant Mantram
Sahasra yojana vistaarassya poorvaparvata! Shikhari k ruta dhuja
pataakaayuta yaojanunta k adambavruksha deepitasya mandaarassya
praante!
Tarjuma: Ek hazaar yojan yaani (12,000) meel rakba (circle) vaala desh
poorvi ghaat ki choti par jahaan taaj vaala punya jhanda hai,
vahaan us kaaran guru ke maata-pita ka janm hoga, us desh ke
kinaare par taad ke jhaad honge aur voh madraaas praant hoga!
10. Varsh Mantram
I ndra, k aseru, taamrag a, bhasti, naag a, saumya, g aandharva, chaarini,
bhaaratite nava varshaatmik a maddhe bharatavarshe!
Tarjuma: Mantr mein ullekhit nou (9) varsh hain, inmein bhaarat varsh
(Hindustaan) mein praadurbhaavit hoga!
11. K haand Mantram
Bharata, k impurusha, ilaavartta, kuru, bhadra, asmik a, ramaneek a,
mandaarana k etumalaak sha, navak handa mandala maddhe bharata
k hande!
Tarjuma: Mantr mein ullekhit nau (9) khand hain, vo kaaranguru bharat
khand mein pratyaksh hoga!
12. Dik Mantram
Meru dakshina dik bhaage! Shrishailya eeshaanya pradeshe! K rushna
g audaavari yor Madhya deshe!
Tarjuma: vindhyaachal parvatoun ke dakshin ki oar shri shailya
devasthaan ke eeshaanya disha mein (yaani TEL ANGANA
ki raajdhaani jo krushna aur Godavari in do nadiyaun ke
madhyakshetr Hyderabad) mein pratyaksh hoga!
13. Gotr Mantram
Shrimadaadi Vishnu Matsya, K oorma, Varaaha, Naarasimha, Vaamana,
Bhaarg ava! Raag hava, K rushna, Baudhaavtaara nantare K alk i avatara
nivaasa g ruhe!
11
Tarjuma: Shrimadaadi Vishnu ke avatar Matsya (Machli), K oorma
(K achhuva), Varaaha (Suvvar), Narasimha (Sherebabar),
Vaamana (Aadmi), Bhaargava (Parashooraam), Raaghava (Ram),
K rushna, baudha In nau (9) avataaroun ke baad K alki Avatar
(Shri Jagatguru Haz rat Mohammad Paighambar S.A.W) jo aaye
hain, unke nivaas gruh mein (Syed khandaan mein) voh
kaaranguru janam lega!
14. Chandramaanena Mantram
Samasta devata hari harobhyaatmik a swaroopa! Jag atg uru charana
sannidho asmin vartamaana vyavahaarik a chandramaanena!
( I s mantr mein hari ( soundarya Jamaal), hara ( medhaavi jalaal)
aur chandrama ke chhaap k e sik ke k e vyavhaar k a vardnan hai)
Tarjuma: Hari aur hara ke tamaam devtaon ki aadhyaatmik shaktiyaun
vaala donon aatmaaon ke swaroop mein jagatguru (sarvare
aalam) ke paad chihnoun par chalne vaala yaani poorn
fanafirrasool pratyaksh hoga, us kaal mein uske desh mein
chaand ke chaap vale sikke ka vyavhaar hoga!
15. Samvatsara Mantram
Prabhoo aadi shashthim samvatsaranam madhye asmini samvatsare!
Tarjuma: Prabhoo aadi naam ke saath (60) samvatsaraun mein asmini
(paarthiva naamak samvatsar) mein utpann hoga!
16. Namaha Namaha Mantram
Aayanerutau maase, pak she, tithauvaasare! Shubha nak shatre, shubha
yoge, shubhakarane, evam guna visheshana vishishthayaam!
Shubhatithau mamopaatta duriteek shaya dwaara! Shrimadaadi
narayana viraat vishva roopam parabrahm pritiartham praataha
madhyanik a saayam sandhya mupasishye namaha namaha namaha!
Tarjuma: Aane ka mousam, mahina, paksh yaani maas ka aadha bhaag,
taareekh aur din, Mubarak sitaara (shrey kundali) neik z amana,
neik antarasth, aise sadgun adhik vishishth visheshtaaen adhik
honge, durachaar aur paatakaun ko door karega, dharm yudh
sthit karega, muktidwaar kholega, srimadaadi naraayana
(Mohammad sirajammuneera) viraat vishv roop wala atikaay,
vishv karm (jaameul ambiya) varaaulvara, arrahmaan (utpatti
karta) parabrahm hai, uski pritee ka pramaan ye hai ki us par
vishvaas laakar paanchon (5) sandhiyaaon mein yaani
1. Praataha kaal Fajar , 2. Madhyanika kaal Zohar ,
3. Saayam Saayamkaal Asar , 4. Sandhya sandhyakaal
Maghrib , 5. Mupaasishye raatrikaal Ishan mein namaha
prarthna (Namaz Prarthna) karke salaam bhejo!
12
HAZRAT QIBL A AALAM K A Z I K R DUSRI K ITABAUN MEI N:
1. Treevastu hastam sitagyaana sootram k aashaayavastram
lasadurdhava k esham rathaang a trishulaang a kitbaahu hastam
channeshwaram hastam sharanam pranaami!
( vyaaso k ruta
bhavishyag yaan)
Tarjuma: Vyaas jee ne zail ke shlok mein mera hulya aur libaas aur
nasbul ain aur hath ke nashanaath likhe hain Teen alamoun
ka waqif Allah ki taraf bandoun ko lagaane wala gerwey rang
ka kapda pahenney wala uske lambe lambe baal hain haath
mein chakkar aur trishool hai (hath mein is qisam ke lakeer
namoodaar hain) aise chanbasweshwar ko mai salaam karta
hoon .
2. Athaato dharma purusham vyaak hya syaamaha dak sheenaatye
janapade taalnaamak am nag aram tatrachanneshware namaha
tatg raamam lag nam ye naanu raag aha!
( vyaaso k ruta
bhavishyag nyanam)
Tarjuma: Mai ab dharam purush ki tareef likhta hoon woh deccan
mein paida hoga. Taal naam wale gaoun mein shaadi karega
iska naam channeshwar hoga aur wahaan is ka gaoun hoga
shaadi karega biwi ko ghusse ka naam nahi rahega.
3. Ye te panthaha savitaha poorvyaasorenavaha suk ruta antarik she!
Te bhirno adya pathibhi sug ebhi rak sha cha no adhi cha bru hi dev!
( Yajurved Adhyaaye: 34, Mantar: 27)
Tarjuma: K hadeem zamane mein aalim logon ne jo sacha mazhab
iqtyaar kiya tha wo maz hab jo aasmaan se utra
hai, Ae chan tu is ko aaj is z ameen par qaayam kar aur hum
ko is rah ki idaayat de aur hamare liye panah dene wala ek
badshah qaayam kar.
4. Gachhati mekaha sthaanam hanyanaarthe sarvajanaha kupeh
samipe yasya namaskaaraha g rantham bhrashtam k aranam!
Vichaaryati etat naag a raajaha sarpa dhaarena raksha shira
samampi aag achhati vichaaryati janaha etatk im madag anaha!
( vyaaso k ruta bhavishyag nyaan Adhyaye :
1)
Tarjuma: Jaayega ek muqaam par bowli ke paas dua mein lag jaayega
chand aadmi usko maarne ki koshish karenge kitabein
13
phaadne ke liye aage badhenge us waqt naag raaj ke
waseele se kitaaboun ki hifaazat hogi baad iske woh naag
saanp sar ke oopar aayega log poochhenge aisa kyun hain
chanbasweshwar jawaab dega woh mera sipahi
hai.
NAMAAZ K E MUTAAL LI Q SHL OK ( JYOTI ROOPAM)
Prathamam taarakam chaiva dwiteeyam danda muchyate
Truteeyam k undalaak aaram chaturtham ardha chandrak am
Panchamam bindu sanyuk tam om mitya jyoti roopakam!
Ashtaangam chatushpaadam tristhaanam panchadevatam
Om mitya naajanaati brahmanona bhavishyati!
( Sri Ram Tatva
Bodhamrutam)
Tarjuma: Pehle qayaam doosra sajda Teesra qaida chautha aadha chaand
yaane ruku panchva nukte me ghaib hojaye yaane nor ki soorat
hai (muraqiba).
Aath ang (hisse jism ke) chau paaye jaanvar banjaaye teen
muqamaath ka qayal rakhe paanch devaun ka qayal rahe
jo shakhs in bataun ko nahi jaanta woh hargis
Brahman (Arif banda) nahi hota.
Taarak am ( Qayaam): Is ke andar chey cheezen hain K hechari (oopar
dekhna), Bhoochari (neeche dekhna), Sahachari (beechmein dekhna),
Shanmukhi [ karna-sunna, chaaku-dekhna, naasika-soonghna, waak-baat
karna, paaye-meeqaat, upasthe-sharamgah] in cheezon ko rokna hoga
aur Shaambhavi dil ki bechaini ko rokna.
Dandam ( Sajda): Is ke andar aath cheezein hai Tengrapadam (2 Paon ka
lagna) Tengrayogam (2 ghutne ka lagna) Tengrahastam (2 haath ka lagna)
Naasikam (Naak ka lagna) Bhruhmadhyam (Peshani ka lagna).In
cheezoun ka zameen lagna hi Dandam (Ashtangadam or Sajda) hai.
K undalaakaaram ( Qaida): Naasikashtanam (Naakpe nazar rakhna)
udarvasthanam (do paon pe haath rakhna) Gudashtanam (Miqaat ki jagah
pe baya paon rakhna).
Ardhachandrak am ( Ruk u): Chaar paon jaanvar (chatushpaadam) ke jaisa
ho jana.
Panchdevatam: Brahma, Vishnu, Rudra, Eshwar aur Sadashiva.
14