Question paper -1 on Book one
Tick Correct answer for each Question.Answer All the Question .
1.Islami Taleem Hasil Karne ka Hukm------------------ Hai?
a.Fardh b.Sunnath c.Nafl d.Wajib
2.Duniya ki Sardari diye jane se pehele Kiya Jaroori Hai?
a.Taqwa b.Samajh c.Dawlath d.Deen Ki Samjh
3.Aaap ko Kaise maloom Huwa ke is Ummath ka Pehla Paigam
Padhow(Read) hai?
a.Hadees se b.Kitab se c.Pehle Wahee se d.Aalim se
4.Ibadath Guzar ke Muqabale me Ilm wale ki Fazilath Aise hai Jaise---
a.Aalim per Jahil se b.Nabi Per Sahabi Se c.Kuch Nahee d.Jyada
5.Allaah Kis ki Bhalayee chahta Hai-----?
a.Deen ki Samajh Rakhne Waloki b.Ibadath Guzar ki c.Maa Aur Baap Ki Qidmath karne se
d.Sab ki
6.Islami Taleem Ke Bagair Duniyawi Ilm Hasil Karne wala Allaah ke Nazr me-----
a.Neek Aadmi b.Na pasand c.Pasand d.Baraabar Hai
7.Neeche diya gaye Ilm me Kaunsa Ilm Hasil Karna Fardh Hai--------
a.Tawheed Ka Ilm b.Namaz ka Ilm c.Quran Ka Ilm d.Hadees Ka Ilm
8.Neeche Diye Gaye Ilm Me Kaunsa Ilm Fardh Kifaya Hai------
a.Tawheed Ka Ilm b.Nabi ki Pehchan c.Aaqirath Ka Ilm d.Masle-Masail
9.Deeni Ilm Se Gafalath --------------- Alaamath Hai?
a.Halakath Ki b.Qiyamath c.Achhee d.Maloom Nahee
10.Nafl Ibadath ya Nafl Ilm me kya Afzal ----------------?
a.Baraabar hai b.Nafl Ilm c.Nafl Ibadath d.Nafl.
11.Ikhlaas Niyyath ke baad ilm hasil karne ke liya ye zaroori hai---
a.Qabil Asaatija b.Achhe Kitab c.Bahut Sare Kitab d.Tej dimag
12.Usool Salaasa ka maana
a.char Buniyadi baate b.Teen Buniyaadi Baate c.Usool d.Salaasa
13.----------------- Usool Salaasa Hai?
a.Allaah Ki Pehchaan,Rasool Ki Pehchan,Umoomi deen Ki Pehchan
b.Kitab,Sunnat,Hadees c.Quran Aur Hadees d.Manhaj salaf
14.Is Kaam se Jannath Lajim Hoti Hai?
a.Kitabosunnat Per Amal b.Manhaj Salaf per Amal c.Usool Salaasa Per Amal
d.Nahee Maloom
15.Qabar ke sawalaath ka Talluq Kin Se Hai?
a.Usool Salaasa b.Qawaid Arba c.Islami Taleem d.Quran Wa Sunnath.
16.Usool Salaasa Ke Talluq se Kitab Liqne Wale 11Hijri saudi ke Mujaddid Ka Naam Kya Hai?
a.Shaik Nasiruddeen Albani R.A b.Shaik Abdul Azeez Bin Baaz R.A c.AlUthaimeen R.A
d.Shaikul Islam Muhammad Bin Abdul Wahhab R.A
17.Char Qaido ku----------- Kehte hai?
a.Usool Salaasa b.Usool Arba c.Qawaid Arba a d.Qaida
18.Qawaid Arba Ki daleel Kya Hai?
a.Quran b.Hadees c.Surah Asr d.Surah Ikhlas
19.”Agar Log Surah Asr per Gaur Karle to Ye Surah Kafi Hojayegi” Kis Ka Qaul Hai?
a.Imam Abu Haneefa b.Imam Shafaee c.Imam Ahmad d.Sahaba
20.Surah Asr me -------------- jikr hai?
a.Usool Salaasa b.Qawaid Arbaa c.Tawheed d.Tawheed Aur Shirk
21.Qawaid Arba Ka Pehla Qaida------------
a.Usool Salaasa Per Amal b. Usool salaasa Ki Dawath c.Usool Salaasa Ka Ilm
d.Imaan
22.Qawaid Arba ki Roshni me Dayee Pehle Kya Karna chahiye?
a.Usool Salaasa Ilm Rakhna b.Namazi Rehna C.Ikhlaas Rakhna d.Sirf Dawath karna
23.Qawaid Arba Ki Roshni Me Kaunsa Amal pehla Hai?
A.Usool Salaasa Per Amal b.Usool Salaasa Per Dawath c.Usool Salaasa Ka Ilm
d. Dawath per Sabr
24.Qawaid Arba Per Kitab Likhne Wale Najad ke Shaikul Islam
a.Shaik Saadi R.A b.Muhammad Bin Abdul Wahhab R.A c.Shaik Hussian Madani
d.Shaik.Bin Baaz R.A
25.Deen Kis Ka Khulaasa Hai?
a.Islam, Imaan Aur Ehsaan b.Quran , Hadees Aur Fiqh c.Imaan d.Namaaz
26.Hadees Jibreel Ko Riwayath karne Wale Mashhoor Sahaabi?
a. Umar R.A b.Abu Huraira R.A c.Ayesha R.A d.Anas R.Ai
27.Mukammil Deen Ki Sharh(Explanation) ____________ Karti hai?
a.Usool Salaasa b.Qawaid Arba c.Hadees Jibraeel d.Islami Taleem
28.Hadees Jibraeel Me Kitne Sawaal Aur Jawaabath Hai?
a.Teen Aur Teen b.Char Aur Char c.Panch Aur Panch d.Maloom Nahee
29.Mulaaqath ke waqt Surah Asr Ki Taleem kis ka Amal Hai
a.Imaamo Ka b.Sahaba Ka c.Nabiyo Ka d.Hamara
30.”Jibraeel A.s Rasool Akram Se Sawaal Karna” iss se Aap Kya Maloom Huwa?
a.Jibraeel A.S Ko Maloom Nahee thaa b.Deen Ki Ilm keliye Ustaadh Ki Jaroorath
c.Sawaal Karne ka Tareeqa d.sab Log Janana Isliye Poochna
31.Jibraeel A.S Kyu Insani Shakal Me Aye the
a.Deen sikhane b.Sawaal Poochne c.Sahaba Ko dekne d.Maloom Nahee
32.Ehsaan Kise Kahte Hai?
a.shahaadath,Namaz ,Roza zakath Aur Hajj b.Allaah,Malaaik,Rasool,Kitbo,Taqdeer Per Imaan
c.Allaah Ki Ibaadath use dekhne ki Kaifiyath ke sath ya Woh hame Dekh Rahaa Hai
d.Logo per Ehsaan karna
33.Islam Ka Talluq ------------ Kamo se Hai?
a.Zaahiri b.Baatini c.Quran Wa sunnath d.Achhe
34.Hadees Jibraeel Baatine Umoor Kya Hai?
a.Imaan ke Arkaan b.Islam Ke Arkaan c.Ahaadees d.Maloom Nahee.
35.Kis Ummath Ka Pehla Paigaam Padhoo(read) Hai?
a.Is Ummath b.Us Ummath c.Ummate Muhammadiya d.Yahood wa Nasaara
36.Ulema ka Kya Maqaam Hai?
a.Har Baath Leni chahiye b.Allaah Aur Rasool Ke Roshni Me Itaat Karna
c.Unke Kitab Padna d.Unke Peche Jaana
37.Maut ke Baad Kaunsa Ilm fayada Mand Hai
a.Har Ilm b.Nafa Baksh Islami Ilm c.Samjh wali Ilm d.Kitabo Ki Ilm
38.Hadees Jibraeel Me Jo Arkaan Imaan ke jikr Hai ,inke alawa kuch aur cheeze Imaan Me
dakhil Hai ya nahee?
a.Haa Dakhil Hai b.Nahee, Dakhil Nahee c.Mujhe Maloom Nahee d.Allaahu Aalam
39.Hadees Jibraeel Ke roshine Me Deen Ka Ooncha Darja ?
a.Islam b.Imaan c.Ehsaan d.Qiyamath
40.Hadees Jibraeel , Hadees Ki Kis Kitab Me Riwayath Hai?
a.Sahee b.Kitab c.Sahee Bukharee d.Sahee Muslim