Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.
in/search/label/Gulzar
More Next Blog Create Blog Sign In
Lyrics Lingers On
Want my post to invade your
Showing posts with label Gulzar. Show all posts inbox?
Email address... Submit
Thursday, 29 December 2016
About Me
Dil Se - Chhaiya Chhaiya
Arnaba
Thanks for being here. I
am Arnaba. Though my
name means the
female version
of"ocean" in Sanskrit yet the depths
Jinke sar ho ishq ki chhaaon and the altitude of mountains
fascinates me more than anything. I
Paaon ke neeche jannat hogi am mad about Travelling and Story
telling and that's the main reason I
Jinke sar ho ishq ki chhaaon blog. I prefer tea over coffee. I am a
pluviophile and clinophile with same
intensity.
View my complete profile
Chal chaiyya chaiyya
Blog Archive
Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya
2017 (6)
Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya August (5)
Jagjit Singh : Chokhe
Chokh Rekhe Ami
Paau jannat chale chal chaiyya chaiyya Sura Paan Ko...
Jagjit Singh : Bedona
Paau jannat chale chal chaiyya Modhur Hoye Jae
Jagjit Singh : Bujhinito
Ami Bujhinito Ami
Chal chaiya chaiya
Jagjit Singh : Tomar Chul
Badha Dekhte Dekhte
Jagjit Singh : Shob Kichu
Woh yaar hai jo khushboo ki tarah Ekhane Ache
Jiski zubaan urdu ki tarah April (1)
2016 (16)
Meri shaam raat, meri kaayanat 2015 (27)
Woh yaar mera sainya sainya
Labels
Chal chhaiya chhaiyya A.R. Rahman Abhay Deol Abhijeet Abhiruchi
Chand album Alia Bhatt Aliya Bhatt Amaal Mallik
Amitabh Bachchan Amitabh Bhattacharya
Anand Anand Bakshi Anjaam Antara Mitra
Gulposh kabhi itraye kahin Arijit Singh Armaan Malik Asha
Bhosle Atif
Aslam Bemisaal bengali Bhupinder Singh
Mehke to nazar aa jaye kahin bollywood Chhaiya Chhaiya Coldplay Dev
Gulposh kabhi itraaye kahin Anand Dil Se Dilwale Dr. Devender Kafir Emraan
Hashmienglish Farhaan Akhtar Fawad Khan
Mehke to nazar aa jaaye kahin gazal Gulzar Guru Dutt Hemant Kumaar
hindi Hrishikesh Mukherjee Ijazat indipop
Jagjit Singh Jaya Bachchan kajol Kalki
Koechlin Kapoor & Sons Kapoor and Sons kareena
Taveez banake pehnu use Kapoor Kavita Seth Kishore Kumaar Lata
Aayat ki tarah mil jaye kahin Mangeshkar lyrics Mala Sinha Malaika
Arora Marasim Mohd. Rafi Mukesh Nandini Srikar
Taveez banaake pehnu use Neerja Nutan Parichaye Prasoon Joshi
Pritam Prosenjit Chatterjee R D Burman
Aayat ki tarah mil jaye kahin rabindra sangeet Rohit Shetty S D Burman sad
Sahir Ludhianvi Salil Chaudhury Salman Khan
Gulposh kabhi itraye kahin Sapna Awasthi Shahrukh Khan Shantanu
Moitro Shekhar Ravjiani shiver shob kichu
Mehke to nazar aa jaye kahin ekhane ache Shubha Mudgal Sidharth Malhota
Sidharth Malhotra Sonam Kapoor song
1 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Song Lyrics songs Sukhwinder Singh Sunidhi
Chauhna Tanisk Bagchi Vishal Khurana Vishal-
Shekhar Wahida Rehman Wazir
Taveez banake pehnu use
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Woh yaar hai jo imaan ki tarah
Mera nagma wohi mera qalma wohi
Mera nagma nagma mera qalma qalma
Mera nagma nagma
Mera qalma qalma
Yaar misaal-e-os chale
Paon ke tale firdous chale
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Main hawa pe dhoondu uske nishan
Sar ishq ki chaon chal chaiyya chaiyya
Sar ishq ki chaon chal chaiyya
Paau janat chale chal chaiyya chaiyya
Paau janat chale chal chaiyya
Chal chaiya chaiya
Main uske roop ka shaidaai
Woh dhoop chhanv sa harjaai
Woh shokh hai, rang badalta hai
Main rangroop ka saudaai
(Main rangroop ka saudaai)
Jinke sar ho ishq ki chhaon
Paaon ke neeche jannat hogi..
Jinke sar ko ishq ki chhao
Paaon ke neeche jannat hogi
Shaam raat meri kaynaat
Woh yaar mera sainya sainya
Chal chaiyya chaiyya
Sar ishq ki chaon chal chaiyya chaiyya
Sar ishq ki chaon chal chhaiya
Paau janat chale chal chaiyya chaiyya
Paau janat chale chal chaiyya
Chal chaiyya chaiyya
2 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Woh yaar hai jo khushboo ki tarah
Woh jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat, meri kaayanat
Woh yaar mera saiyan saiyyan
Chal chaiyya chaiyya
Source: Internet
Posted by Arnaba at Thursday, December 29, 2016 No comments:
Labels: A.R. Rahman, bollywood, Chhaiya Chhaiya, Dil Se, Gulzar,
Malaika Arora, Sapna Awasthi, Shahrukh Khan, Sukhwinder Singh
Thursday, 16 June 2016
Marasim - Zindagi Yun Hui Basar Tanha
Zindagi yun hui basar tanha
Qaafilaa saath aur safar tanha
Zindagi yun hui basar tanha
Qaafilaa saath aur safar tanha
Apne saye se chaunk jaate hain
Apne saye se chaunk jaate hain
Umr guzari hai is qadar tanha
Umr guzari hai is qadar tanha
Raat bhar bulate hain sannate
Raat bhar bulate hain sannate
Raat kate koyi kidhar tanha
Raat kate koyi kidhar tanha
Din guzarata nahin hai logon mein
Din guzarata nahin hai logon mein
Raat hoti nahin basar tanha
Raat hoti nahin basar tanha
3 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Humne darawaaze tak to dekha tha
Humne darawaaze tak to dekha tha
Phir na jaane gaye kidhar tanha
Phir na jaane gaye kidhar tanha
Qafila saath aur safar tanha
Zindagi yun hui basar tanha
Posted by Arnaba at Thursday, June 16, 2016 No comments:
Labels: gazal, Gulzar, Jagjit Singh, Marasim, Song Lyrics
Thursday, 12 November 2015
Ijazat - Mera Kuch Saaman
Mera kuch saaman tumhare paas pada hai
O o o... saawan ke kuch bheege bheege din rakhe hai
Aur mere ek khat mein lipti raat padi hai
Woh raat bujha do, mera woh saaman lauta do
Mera kuchh saman tumhare pas pada hai
Patjhad hai kuch... hai na
O patjhad me kuch patto ke girne kee ahat
Kano me ek bar pahan ke laut aayee thee
Patajhad ki woh sakh abhi tak kanp rahi hai
Woh sakh gira do, mera woh saaman lauta do
Ek akeli chhatari main jab adhe adhe bheeg rahe the
Aadhe sukhe aadhe gile,
sukha toh mai le aaye thee
Gila mann shayad bistar ke pas pada ho
Woh bhijwa do, mera woh saman lauta do
Ek so sola chand kee ratein
ek tumhare kandhe kaa til
Gilee mahendee kee khushbu,
jhut muth ke shikwe kuchh
Jhuth muth ke wade sab yad kara do
Sab bhijwa do, mera woh saman lauta do
Ek ijajat de do bas,
jab isako dafanaungee
Mai bhee vahee so jaungee
4 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Posted by Arnaba at Thursday, November 12, 2015 No comments:
Labels: Asha Bhosle, Bemisaal, Gulzar, hindi, Ijazat, lyrics, song
Saturday, 17 October 2015
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune,
Sapne, surile sapne
Kuch hansi ke, kuch gum ke,
Teri ankho ke saye churaye rasili yaadon ne
Maine tere liye hi saat rang ke...
Chhoti baatein,
Chhoti chhoti baaton ki hai yaadein bani
Bhule nahi
Beeti huyi ek chhoti ghadi
Janam janam se ankhein bichaye
Tere liye in raho me
Maine tere liye hi saat rang ke...
Bhole bhale,
Bhole bhale dil ko behlate rahe
Tanhai mein
Tere khayalon ko sajate rahe
Kabhi kabhi toh aawaz dekar,
Mujhko jagaya khabon ne
Maine tere liye hi saat rang ke...
Roothi raatein,
Roothi huyi raaton ko jagaya kabhi
Tere liye
Beeti subah ko bulaya kabhi
Tere bina bhi, tere liye hi,
Diye jalaye raaton mein
Maine tere liye hi saat rang ke...
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: Anand, bollywood, Gulzar, hindi, lyrics, Mukesh, Salil Chaudhury,
song
5 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Katra katra milati hai, Katra katra jeene do
Katra katra milati hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai behne do
Pyasi hoon main pyasi rehne do
Tumne toh akash bichhaya
Mere nange pairo mai zameen hai
Dekhe toh tumhari aarzoo hai
Shayad aisi zindagi hasin hai
Aarzoo main bahne do
Pyasi hoon main pyasi rehne do
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: Asha Bhosle, bollywood, Gulzar, Ijazat, lyrics, song
Ek akela iss shahar mein
Ek akela iss shahar mein,
Raat mein aur dopahar mein
Aabodana dhundta hai
Aashiyana dhundta hai
Din khali khali bartan hai
Aur raat hai jaise andha kuan
Inn suni andheri aankho se
Aansun ki jagah aata hain dhuan
Jeene ki wajah toh koyi nahi marne kaa bahana dhundta hai
Ek akela iss shahar mein
Inn umr se lambi sadkon ko
Manjil pe pohonchte dekha nahi
Bas daudtee phirti rahti hain
Humne toh theherte dekha nahi
Iss ajnabi se shahar mein jana pehechana dhundta hai
Ek akela iss shahar mein
6 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: Bhupinder Singh, bollywood, Gulzar, lyrics, song
Chhoti si kahani se
Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Sari wadi bhar gayi
Na jane kyun dil bhar gaya
Na jane kyun ankh bhar gaye
Shakho pe patte the
Patton pe boonde thi
Bundo mein pani tha,
PanI mein aansu the
Dil mein gile bhi the
Pehle mile bhi the
Milake paraye the
Do humasaye the
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: Asha Bhosle, bollywood, Gulzar, hindi, Ijazat, lyrics, R D Burman,
song
Biti naa bitayi raina
Biti naa bitayi raina,
Biraha ki jayi raina
Bheegi huyi aakhiyo ne
Lakh bujayi raina
Bitee huyi batiya koyi doharaye
Bhule huye namo se koyi toh bulaye
Chaand ki bindi wali, bindiwali ratiya
Jagi huyi aakhiyon me raat na aayi raina
Yug aate hai, aur yug jaye
7 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Chhotee chhotee yaado ke pal nahi jaye
Jhuth se kali laage, laage kali ratiya
Ruthhi huyi aakhiyo ne, lakh manayi raina
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: Bhupinder Singh, bollywood, Gulzar, hindi, Lata Mangeshkar,
lyrics, Parichaye, R D Burman, song
Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
Aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
Aap ki aankho mein kuch mehke huye se raaz hai
Lab hile toh mogare ke phool khilte hai kahi
Aap ki aankho mein kya sahil bhi milte hai kahi
Aap ki khamoshiya bhi aap ki awaaz hai
Aap ki aankho mein kuch mehke huye se raaz hai
Aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
Aap ki baton mein phir koyi shararat toh nahi
Bewajah tareef karna aap ki aadat toh nahi
Aap ki badmashiyo ke yeh naye andaz hai
Aap ki aankho me kuch mehke huye seraazhai
Ho aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
Aap ki aankho me kuch mehke huye seraazhai
Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015 No comments:
Labels: bollywood, Gulzar, Kishore, Lata Mangeshkar, lyrics, song
Home Older Posts
Subscribe to: Posts (Atom)
8 of 9 1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
Awesome Inc. theme. Theme images by sndr. Powered by Blogger.
9 of 9 1970/01/01, 05:24