Devta Hindi movie
By jagadish
Scene 1
Arshad Warsi: Narayan Narayan
Sushmita sen : pujya narad muni ji pranam
Arshad warsi : bahut chintit dikhte hain maate
Sushmita sen : jab se kuber se mulakat huyi hain main baichain si
baith chuki
Arshad warsi : aisa kya bol diya kuber ne jo aap chintit mehsus karti
hain
Sushmita sen : devta ka agman ab dharti mein nahi ho sakta
Arshad warsi : malum hain maate , bahut gambhir soch mein dubo
diya kuber ne
Sushmita sen : agar kuber aur sab devtao ko na puja jaye to main jivit
nahi reh sakti
Arshad warsi : devtao ke saath sahyog abhi tak hain isliye aap chintit
nahi the
Sushmita sen : ab in devtao ka aagman nahi ho sakta to main bhuki
pyasi mar jaungi
Arshad warsi : iska hal kya hain aur yeh sahyog ke prerna kya hain
Sushmita sen : sahyog hum bolte hain insano dwara ki we sab prani
ek doosre ke bina reh nahi sakte,
par agar dekha jaye to har ek pashu pakshi ki kalpana bhi sahyog se ki
gayi hain , agar yeh sahyog
nahi hota to sare pashu pakshi jivit nahi reh sakte
Arshad warsi : sahyog ke bina agar pashu pakshi ko pratiyogita mein
bhej diya jaye to
Sushmita sen : ghor anarth ho jayega
Arshad warsi : who kaise
Sushmita sen : bhookh
Arshad warsi : bhookh
Sushmita sen : bhookh mitane ke chakar mein yeh prachar mein a
jaye ki sabhi prani pashu pakshi ab sahyog ke bina reh sakte hain to
koi bhi pahsu pakshi zinda nahi reh sakte kyonki bhookh mitane ke
chakar mein vayu mandal badal jaylegi aur hawa ke tej pravah se sare
prani asth vyasth jivan bita de to dharti mein koi bhi jivit nahi reh
sakte
Arshad warsi : to aaj tak sahyog ki pariksha di gayi hain aur sare prani
pashu pakshi ab is baat se avgat hain isliye aap khush the ab nahi
Sushmita sen : jab bhi dharti mate par aanch ati thi aur gyaan nahi
hota tha to main devta ko bula leti thi aur we khushi khushi dharti pe
akar raaz karte the isliye sare pashu pakshi jante hain ki manushya ab
ek number ke sthaan mein hain aur unko dekhkar sare prani pashu
pakshi jivit hone ke liye prerit hain aur main bhi kal tak khush thi ki
bhagvan ko bulana asaan hain
Arshad warsi “ ab kuber ki wajah se jo dharti mein kabhi dikhte bhi
nahi , dharti par utar nahi sake isliye aap chintit hain ki yeh kya aap
dekh rahi hain , jaha par bhagvan ke bina kuch kaam pura nahi ho
sakta waha par bhagvan na aye to aapki mruty avashyak ho jayegi ,
rasta bhatak jane se mrutyu ki shankha baj sakti hain
Sustmita sen : haan munivar
Arshad warsi : theek hain main aapki madad ke liye tayaar hun , bas
devtao ke darshan karne hain , aapki krupa se who bhi main tayar ho
jaunga , shukriya , ab main chala aapka hal doondne
Sushmita sen : dharti mata dharti chod nahi sakti , to aap hi mera
kaam kar dijiye , bahut vipda mein hun , madad chahiye
Arshad warsi : aapka ashirvad hain mere sar pe , main chala hal
dundne
Scene 2
Arshad warsi : brahma ji ko Namaste
Amir khan : pujya narad ji pranam
Arshad warsi : dharti mate sankat mein hain , madad chahiye
Amir khan : kaisi madad
Arsjad warsi : kya dharti mate kuch sadiyon ke baad gujar jayegi
Amir khan : aakarshan Shakti jab samapt ho jaye to gujar jaa sakti
hain
Arshad warsi : uska upay
Amir khan : khazana
Arshad warsi : loot maar
Amir khan : har ek grah mein kuch na kuch khazana hota hain
kaccha maal, jab yeh utpati hona band ho jaye ya na mile to
sambhavta dharti mate choti hoti jayegi aur age of empires ki tarah
samapt hone ka dar hain
Arshad warsi : yeh kaccha maal ata kaha se hain
Amir khan : mrutyu
Arshard : jeev jantu ke marne ke baad kaccha maal banta hain iski
badaulat dharti mate ki stirhta ka pareeksha kiya jata hain har samay
Amir khan : yeh to banta hi rehta hain par log santushth nahi rehte aur
jyada nikalne ki koshish karte hain isliye dharti mate apne in bacho
jeev jantu se santushth nahi hain
Arishad warsi : mrutyu
Amir khan : haa , agar chahte ho to jarroor yama dharmaraju se
puchtash karo , kya pata kuch pata chal sake ki dharti mate ko
bachaye kaise , main lekhak hoon kuch na kuch to yama batayega ,
main abhilekh kar loonga apki badaulat
Arshad warsi : shukriya , to main chalta hoon yama dharmaraj se
milne , pata to karoo akhir who karte kya hain
Amir khan : shukriya hamare dwaar taka aane par
Arshad warsi : bye
Amir khan : milte rahiye , acha lagta hain mel jol
Scene 3
Arshad warsi : Narayan Narayan
Ajay devgan : narka lok mein aapka swagat hain
Arshad warsi : brahma bata rahe the kaccha maal ke bare mein
Ajay devgan : kaccha maal mrutyu hone ke baad reh gaya astitva
Arshad warsi : akhir kaccha maal hain kya
Ajay devgan : achayi ya burayi ko jari karne wala cheez
Arshad warsi : kaccha maal phir se do tarah ka
Ajay devgan : haa achayi ya burayi ki soch
Arshad warsi : achayi kaccha maal kaise banta hain
Ajay devgan : log har samay acha sochte hain to achayi kaccha maal
banta hain
Arshad warsi : aura
Ajay devgan : haa achaa aura , bura aura
Arshad warsi : par kaise pata chalta hain ki kaccha maal achayi hai ya
bura astitva
Ajay devgan : paise ke bal bute par
Arshad warsi : jinke paas neki ka kaam kare we maalamal aur jo aneki
ka kam kare we bure log
Ajay devgan : theek pehchana
Arshad warsi : aap ka matlab hain ki bure logo ke paas paisa hota hi
nahi hain
Ajay devgan : bure log middle class , ache log malamaal
Arshad warsi : phir to sari duniya unethical kyonki middle class log hi
to hain janta
Ajay devgan : theek farmaya
Arshad warsi : to malamaal bane kaise
Ajay devgan : laxmi mate ke dwaar mein jayiye pata chal jayega
Arshad warsi : oh !!! to aurato ke itihas ki pareeksha li jayegi
Ajay devgan : unka yogdaan
Arshad warsi : theek hain apne kaha mein chal diya
Ajay devgan : laxmi mate ko mera pranaam bolna jaroor
Arshad warsi : beshak
Ajay devgan : bye
Scene 4
Arshad warsi : laxmi maate ki jai
Vidya balan : munivar ko mera pranam
Arshad warsi : aap aradhya devta mani jate hain
Arsjad warsi : ,kyonki aap ki kamana asur or devta dono ki ladli beti
ki tarah pujnaeey hain
Vidya balan : yaha par ane ka kasht
Arshard warsi : maata nissankosh puchna chahta hoon ki aap har ek
prani ko paisa dete hain
Vidya balan : Jab log paiso ki ijjat karenge tab duniya mein achayi a
sakti hain, Paap ki duniya hain
isliye sab beghar ,Ache log hote to sab jagah gold milta tha, Nahi
milta ab isiliye paap ki duniya mein
hum achayi doond rahe hain
arshad warsi : to bure log ko paisa milna asambhav hain aur jo neki ka
kaam kare use nischit paisa milta hain
vidya balan: ache logo ko isliye paisa milta hain aur unhe dar nahi
lagta lene mein kyonki amir log spashteekaran karne mein mahar
hain, yeh spashteekaran dena bure log nahi kar sakte kyonki prakriti
har samay nyay ache log ke dimag main baith kar nyay sunaya karti
hain
Arshad warsi : paisa barkarar rakhne wali praja ameer hoti hain aur
antardrishti mein aval number ki paramarsh sahi har samay ameer log
hi hote hain kyonki beyman log paramarsh de hi nahi sakte bhay of
har jane ka dar hota hain
Vidya balan : theek farmaya
Arshad warsi : jab aapne bhay ka samna ka jikr kiya to mujhe apke
pati ki yaad a gayli , soch raha hoon ki unke paas paisa agar jyada ho
to santulit is duniya ki karte kaise hain
Vidya balan : we ab apne param mitr shiva ko milne gaye hain
Arshad warsi : to main nilgiri pahodo ki taraf ravana hota hoon ,
mausam suhana hain , shukriya batane ka
Vidya balan : bye
Arshad warsi : phir milenge , Narayan
Scene 5
Akshay kumar : narad muni ko pranam
Salman khan : munivar pranam
Arshad warsi : pehli baar dono ke darshan ek saath , mere bhagya
khul gaye aaj
Akshay kumar : aap ko kaise pata mera agman
Arshad warsi : laxmi mate ne bataya tha ki aap shiva ko milne ja rahe
hain
Salman khan : milne ka karan aise hi ya kuch uddesh
Arshad warsi : dharti mate par bhaar pad gaya ki trimurthi ansh kabhi
dharti par krupa karenge ya nah
Akshay kumar : yahi baat karne ke liye main shiva ke dwar pe
pahuncha hun
Arshad warsi : to main theek samay par aya hun
Salman khan : trimurthy hi ab kuch batla sakte hain ki ansh ab paida
hoga ya nahi
Arshad warsi : aap apne aap ansh paida nahi kar sakte divya drushti se
Salman khan : jab dharti badi thi to hume pata nahi that ki dharti choti
pad sakti hain
Akshay kumar : jab choti hone ka bartav kiya to dar bahut laga
Arshad warsi : yeh ansh kya hain
Salman khan : ansh ka matlab hain ki apne jaisa koi aur pura sau
percent nahi balki chota sa Kendra jo dikhta pure jaisa humara but
kafi dharti ki dekhbhal karne ke liye
Arshad warsi : part is dangerous
Akshay kumar : ansh kitna khel sakta hain logo ke ird gird ya pata
lagna hamare bas ki baat nahi
Salman khan : mushkil to hain naap tolna par jab dharti mate ki
raksha kare to ansh to bhejna hi uttar dene ki wajah hi ek nimikmatr
bacha hua hal hain
Akshay kumar : agar back fire de diya ansh ne
Salman khan : tab earth is gone
Arshad warsi : itna mushkil kaise padi dharti mata ko bachana
Akshay kumar : sach bolna kisi ko bhi nahi ata
Salman khan : sach nahi bolna ata ki wajah se dimag par jor dena
mushkil pad gaya dharti mate ke sadasy ko citizens of earth isliye ab
koi chara hi nahi bacha isliye ansh bhejna ab trimurthy ka saubhagya
hain par kaise bachaye isi par charcha karna hain , ho sake to aap ja
kar indra se baat karke hal doondne ka kaam kar sake to trimurthy par
kalyan hoga
Arshad warsi : theek hain main chalta hoon apka prashna doondne ,
indra ka bhavan dekhe salo beet gaye ,dekhte unki kya soch hain
Akshay kumar : thanks
Salman khan : ho sake to indra se milne ke baad humare patniyon ki
aur bhi dhyan lagane ka kasht kare to mehrbaani hogi
Arshad warsi : avashaya
Scene 6
Arshad warsi : tridevo se aap ki krupa hain
Shahrukh khan : munivar ko pranam
Arshad warsi : Narayan Narayan
Shahrukh khan : tridevo ka kya Sandesh hain
Arshad warsi : ansh bhejne ka nyota dene ke liye aap ki soch chahiye
tha tridevo ko
Shahrukh khan : mera to astitva bhu mandal mein jo halchal machi
hain usko yudh pranam dena hain uske age meri koi soch hain hi nahi
Arshad warsi : soch ke batayiye ga tridevo ko pata hian aap kya karte
hain
Shahrukh khan : oh !!! ab main samjha
Arshad warsi : kya
Shahrukh khan : teen haath , dus ankhe, barah sar etc etc
Arshad warsi : iska yudh bhoomi se kya lena dena
Shahrukh khan : waqt ka andaza aur mrutyu se bachne ki shiksha
Arshad warsi : jyada hatth ho to jyada samay tikne ka swaad
Shahrukh khan : yudh bhomi main yudh ka parinaam kaushalta ke
upar rehta hain
Arshad warsi : to kitne bhujaye ho sakte hain
Shahrukh khan : jab tak paida na ho bata nahi sakte
Arshad warsi : kisko aap yudh bhoom mein tikne ke liye bhej sakte
hain
Shahrukh khan : jiske jyada haath ho aur ek budhi aur kaushalta pairo
ko chalane mein
Arshad warsi : kaushalta haath pair chalane main aur saksham se
kaam chalane par banti hain yudh ka parinaam,
Shahrukh khan : correct
Arshad warsi : mera anuman hain ki shiva ke paas jaroor iska utar ho
sakta hain
Shahrukh khan : jaroor aur mera anuman hain jitney sare haath pair
utna sakshm kaushalta aur ran bhoomi mein tikne ka saubhagya
marne se door rehna ho to janm lete samay hi chunauti ke bal bute par
door ki soch se pata laga sakte hain ki kab devta bane aur kab asur
Arshad warsi : devta
Shahrukh khan : jo vyakti sada ke liye amar ho jate hain , jinka na adi
hain na anth
Arshad warsi : shiva
Shahrukh khan : boliye har har mahadev
Arshad warsi : har har mahadev
Scene 7
Salman khan : pujya munivar naradji ko sadar pranam
Arshad warsi : mere ane ka vishya to tum log jaan chuke
Salman khan : haa munivar aur yeh bhi bata sakta hun ki aapka utar
mera beta kartikeyan de sakta hain
Arshad warsi : bulayiye
Salman khan : kartikeyan
Ranbir Kapoor : ji ptaji
Salman khan : apne narad muni ko pranam bol ke keh dijiye unka hal
kya hain
Ranbir kappor : ji pitaji
Arshad warsi : aaj ki peedi bharat mata ki raksha kar sakti hain ya
nahi
Ranbir Kapoor : nahi kar sakti
Arshad warsi : kyon
Ranbir Kapoor : aaj ki peedi ekaki hone ke karan , bhu mata ka
santulan bigad gaya hain
Arshad warsi : reveal
Ranbir Kapoor : aaj ki peedi ko sahyog chahiye aur purine peedi ko
mut bhed
Arshad warsi : sahyog kyon nahi chahiye purine peedi ko
Ranbir Kapoor : bahu bal oorja ki matra jyada hain
Arshad warsi : aur tum logo ki oorja\
Ranbir Kapoor : kam
Arshad warsi : explain
Ranbir Kapoor : sahyog ki apeksha aajkal ke naujwan chahte hain aur
isliye ladkiyan bhi kaam karne ki abhilashi , agar apne gaur farmaya
to purine jamane ki aurate gruh grahasti sambhalne mein mahir sar
kamm oorja rasoi mein beetta tha , aajkal ki aurate oorja mardo ki
dukan sajane mein mahir hain
Arshad warsi : aajkal ki aurate bigad gayi ya mentor to male
Ranbir Kapoor : na ubhar kar a sake na mardo ki chedkhani kar sake
Arshad warsi : oh !!!!
Ranbir kapoor : agar aage ki charcha kar sake to aapko meri hone wali
biwi se baat karna padega
Arshad warsi : beshak
Ranbir Kapoor : done
Arshad warsi : kis disha mein jana padega
Ranbir Kapoor : compass moving south
Arshad warsi : shukriya
Scene 8
Arshad warsi : kartikeya biwi ko pranam
Katrina kaif : pujya munivar ki jai
Arshad warsi : har samay yudh bhumi ki tayari
Katrina kaif : pitaji ka ashirwad hain
Arshad warsi : aap pita se prabhavit hain ya pati se
Katrina kaif : pitaji ke bina to mera astitva hi nahi hain
Arshad warsi : pati secondary
Katrina kaif : maa bapuji ke karan kartikeyan mera pati banne ja raha
hain
Arshad warsi :pati agar gujar jaye
Katrina kaif : punar janm hamesha more than twice
Arshad warsi : brahma ne theek hi kaha tha koi do baar agar jeete aur
punar janm ho to use insaan bolte hain aur jo kai bar punar janm lene
ki gatha kehalwaye hamesha ke liye use devta manna hi padega chahe
barsat aye ya Registan mein joote khaye
Katrina kaif : theek farmaya
Arshad warsi : par aap thanege kaise ki aapka pati har baar punar
janm lega aur din se lekar shyaam tak aapke sath has bol lega
Katrina kaif : bimari
Arshad warsi : main samjha nahi
Katrina kaif : marne ka ek hi karan hota hain bimari , umr bude ho
jane ka karan bhi bimari , jo bimari ke dwaar khat khateye samjho
maut ko dawat dene chal baithe insaan aur bhagwan, jisne apni puri
zindagi bimari se joojha hi nahi use maut se koi darn ahi lagega ,
parantu jisne bhi bimari ko gale lagaya waha se shurvat hoti hain
maut ka saya
Arshad warsi : aur punar janm
Katrina kaif : time travel
Arshad warsi : iska maut se kya lena dena
Katrina kaif : yeh baatcheet to meri maa bolegi , yaha tak seekh liya ,
age ki kahani meri maa se suniyega
Arshad warsi : beshak , shukriya
Katrina kaif : bye
Scene 9
Kareena Kapoor : pehli baar hamare darshan
Arshad warsi : saubhagya hamara ki mujhe indra ki biwi indrani se
milne ka awsar mila
Kareena Kapoor : puchiye akhir kya karan hain hum se milne ka
Arshad warsi : devta bane to punar janm kai baar hoti hain kaise
Kareena Kapoor : talaab
Arshad warsi : devtao ka apna hi talaab hain
Kareena Kapoor : dushit talaab aur swach talaab
Arshad warsi : talaab dushit kaise ban jata hain
Kareena Kapoor : jab zameen par pani nahi barasta
Arshad warsi : samjha nahi
Kareena Kapoor : jab har waqt pani barista hain to zameen ke ret
black soil banti hain swach pani swach ret ka milan , agar pani kuch
saal nahi barista to ret bigad jata hain aur kuch aur red soil ya barren
land ki avastha mein pad jata hain , jab yeh avastha mein pani agar
kuch saal baad pade to ret mein koi parivartan nahi hota aur dushit
ban jata hain jisse fasal bhi nahi ati aur zammen talaab dushit hokar
log vishwas hi nahi kar sakte ki pani peene yog hain bhi ya nahi
Arshad warsi : aapko kaise malum ki ret black soil ya red soil
Kareena Kapoor : khet khalyan ke upyog se jo chalta hain aur doosra
jo nahi chal sakta jab ugaye khet ko
Arshad warsi : jab pani saaf ho to kam pani upyog mein hota hain aur
jab pani dushit ho jyada peene ka avsar milta hain jisse anuman laga
sakte hain ki pani khara hain ya bura ya accha
Kareena Kapoor : agar devta asur yeh pani peeye to Jeevan mein
mrtuyu ho hi nahi sakti
Arshad warsi : mrtuyu se yaad aya maine abhi tak yama ki biwi se
baat nahi ki , main chalta hoon
Kareena Kapoor : bye, munivar dobara aye to khana khake vishram
karke jayiyega
Scene 10
Kajol : munivar narad ji ko sadar pranam
Arshad warsi : yama ki biwi ko sadar pranam aur Namaste
Kajol : aise kaise ana hua
Arshad warsi : soch mein pad gaya ki aapki mrutyu shesh hain
Kajol : meri mrutyu yama se pehle hogi
Arshad warsi : aur apke pati anaitik kaam karte hain isliye
Kajol : nahi , anaitik logo ke sangati mein hone ke karan dushit hain
Arshad warsi : yeh to widhi hain , hum kuch badal nahi sakte
Kajol : par yeh hua kaise
Arshad warsi : srushti ke nirman se pehle aapke pati ko amar hone ka
wardan hain
Kajol : aur mera punar janm hota rahega har samay
Arshad warsi : kyonki apke pati nek dil hain aur aapko pyaar karte
hain isliye
Kajol : agar pyaar kam pad jaye to main punar janm nahi le sakti
Arshad warsi : har samay yeh nahi hone ke karan aapke pati ko bhumi
puja karna padega aur karte bhi hain har samay
Kajol : bhumi puja har saal hoti hain , isliye main har waqt fresh
Arshad warsi : aapke pati ka devtao par bahut karz hain , isliye yudh
bhumi mein har samay indra ko bheja jata hain , aapka pati har samay
pichvade mein kaam karta hain
Kajol : indra dev ki wajah se hum sab surakshit hain
Arshad warsi : haa
Kajol : aur unki mrutyu
Arshad warsi : biwi ki wajah se surakshit hain
Kajol : oh !!!! opposite
Arshad warsi : naitik pehle pati marega aur phir biwi, aur jab anaitik
kaam kare to biwi pehle aur husband next
Kajol : oh!!! Opposite sex
Arshad warsi : theek farmaya
Kajol : acha kya aapne saraswathi mate ke darshan kiye
Arshad warsi : nahi kyon
Kajol : punar janm lene ke liye paiso ka bhog chadaya jata hain jiske
liye vidwan hona jaroori hain
Arshad warsi : oh !!! main waise bhi prayan karna chahta tha , thanks
Kajol : beshak
Scene 11
Arshad warsi : saraswathi namastubhyam
Juhi Chawla : Namaste
Arshad warsi : yama ki biwi bol rahi thi ki bhoomi puja hoti hain
devta ki umr badane ke liye
Juhi Chawla : wo to har saal manana padta hain umr beet gayi aur
jawan rehna hain to
Arshad warsi : jawan na raho to asur khatam kar denge aap sab logo
ki
Juhi Chawla : bhoomi puja ki jati hain ki asur dastak na de hamare
ilake pe
Arshad warsi : bhoomi puja kaise aap ki raksha karti hain
Juhi Chawla : sab log jawan aur takat pradan karne ke liye , just like a
tonic har saal
Arshad warsi : yama ki biwi bol rahi thi ki paisa ka bhog chadta hain
Juhi Chawla : asur hamare pe war kare to hume paisa milta hain unse
aur agar warfare nahi ho to bhukmari aur maut
Arshad warsi : devtao ka kaam hain ki vardaan pradaan karte rahe aur
asur hamla kare to devta ki zindagi badti hain
Juhi Chawla : dharti mate kaam kare to dharti nahi marti aur kaam
kare to dharti choti padti hain, dono taraf se atank , ek cheez dekhi
jaye to kaam kiye bin koi jee hi nahi sakta
Arshad warsi : devtao mein mutbhed nahi ho to Jeevan safal nahi hota
aur Jeevan safal na ho to marna padta hain , dharti mate ka kaam
insaan karte hain aur davtao ka kaam asur give and take
Juhi Chawla : aur ek baat har saal bhog chadaye to ek aur taraf naam
karan bhi kiya jana chahiye
Arshad warsi : isliye hare k bhagwan ke do se lekar 101 naamkaran
diye gaye hain aur wah har saal badta hi rehta hain , kabhi ghatta nahi
hain
Juhi Chawla : haa , iske bare mein to Parvathi mahir hain , unka pati
devta ka adipathi hain , unhi se puch lijiye akhir naam karan kaise
karte hain , main bol sakti hun , par unke much se sunenge to acha
lagega aapko
Arshad warsi : beshak , main chalta hoon
Juhi Chawla : shukriya
Arshad warsi : bye
Scene 12
Arshad warsi : Parvathi ko abhvadan
Madhuri dixit : pranam munivar
Arshad warsi : saraswathi ka nimantran patra
Madhuri dixit : oh !!!!
Arshad warsi : bhumi puja main nimantran patra aur naam karan kaise
hota hian
Madhuri dixit : bhumi puja asuro se bachnae ke liye aur naam karan
asur ka sanhaar karne ke liye kiya jata hain
Arshad warsi : yeh sab trimurthy ke vardaan ki bhent hain
Madhuri dixit : sari srushti ke vikaas aur nidhan se bani huyi hain
Arshad warsi : trimurthy ko kaise pata chalta hain kis asur ka kaun sa
devta maar gir dega
Madhuri dixit : loyalty to devta
Arshad warsi : koi na koi asur kisi na kisi trimurthy ka chaheta hona
avashyak hain
Madhuri dixit : teen Shakti ji ke bina yeh srushti chal hi nahi sakti
Arsad warsi : construction , maintenance, destruction
Madhrui dixit : pehle yeh anuman lagane ka karan ki asur srushti ka
vikas , maintenance ya distrruction pe vishwas rakhta hain ya nahi
Arshad warsi : in teeno mein se koi na koi devta ko choose karega
asur jiske bina we jivit hi nahi reh sakte aur jab loyalty ka pata chale
to do bachjate hain trimurthy mein aur sanhar remaining do mein se
ek sanhar kar dega aur srushtri back to square one
Madhuri dixit : asuro mein religion ka kitna mehatva hain marne se
pehle
Arshad warsi : Sanskrit mother of all languages Devanagari script
Madhuri dixit : aur uske aadhaar par mrutyu kaise bajti hain
Arshad warsi : aap to mujhe Samarth bana de rahe hein prashn mera
hona chahiye
Madhuri dixit ; bhumi puja ke samay mein kaun garabh dharan karti
hain
Arshad warsi : garbh dharan kaise
Madhuri dixit : naam karan avashyak hain
Arshad warsi : iska bhumi , naam karan aur mrutyu jara vistar se
batayiye
Madhuri dixit : pehle asur ko vardaan diya jata hain , bhumi puja
mein asur ki Shakti ka anuman kiya jata hain , aur ant mein grabh vati
kise hona chahiye yeh agni dev nishchay karte hain kop taap ke
lakshan ke anusar jisse ki ane wali vipda tal jaye ya samapt ho jaye
Arshad warsi : naam karan aur garbh stithi ka vistar batayiye
Madhuri dixit : yeh naam karan karne ke liye tumhe Rambha Urvashi
menaka se milna hoga
Arshad warsi : who kyon
Madhuri dixit : bacha jab paida hota hain to palan poshan auspicious
ki kahani yeh teeno sikhlate hain jinke liye we paida huye hain indra
lok ki rajkumariyon mein ginti ginte hain
Arshad warsi : oh !!!! suna hain ki yeh teeno ne aapke pati ko shiksha
bhi pradan kiya tha
Madhuri dixit : mere pati ka gungan bhi yahi teeno karte hain aur
karte rahenge
Arshad warsi : namas sumanjali
Madhuri dixit : namas sumanjali
Scene 13
Arshad warsi : Tripura sundari ki jai
Aishwarya rai : narad muni ki jai
Priyanka chopra : narad muni ko pranam
Deepika padukone : nard muni ko charan sparsh
Aishwarya rai : kaise ana hua hamare dwaar par
Arshad warsi : suna hain nrutya ke alawa aap adhiktar kaam shiksha
dene mein nipun hain
Priyanka chopra : aurate shiksha ke vikas mein uteern hote hain
Deepika padukone : bache ate hain nrutya seekhne
Arshad warsi : mera matlab shiva ko aapne kya sikha diya
Aishwarya rai : sundarta se kaise fisal jana
Arshad warsi : yeh to bhaag jane ka nimantran patra hain
Priyanka chopra : humari kalabaji mein use flank attack bolte hain
Arshad warsi : oh !!!! shiva iska kaise upyog karte hain
Deepika padukone : insano mein iska matlab hain car dashing side
ways
Arshad warsi : aur baki jano ko bhi wohi seekh
Aishwarya rai : eke k shaksiyat ko eke k gun batte hain
Arshad warsi : matlab
Priyanka chopra : marriage kaise ki jati hain
Arshad warsi : aap teeno to shaadi shuda hain hi nahi
Deepika padukone ; jab waqt pade to hum bhi bata denge hamare pati
hain kaun aur karte kya hain
Arshad warsi : to aap teeno shaddi shuda ho
Aishwarya rai : haa
Arshad warsi : maaf karna mujhe bhi nahi malum tha
Priyanka chopra : teeno ke teen pati hain
Arshad warsi : maine suna hain ki aap bacho ko siksha dete hain
Deepika padukone : Parvathi ne batlaya hoga ki hum bacho ko kaise
sikhlate hain ka formula
Arshad warsi : haa
Aishwarya rai : stars gazing astrology based
Arshad warsi : at time of birth
Priyanka chopra : jab paid hote hain bache to chalna se lekar ayudham
pakadne ki sari kalabazi astrology ke based par sikha dete hain
Arshad warsi : oh !!! agar bacha asur paida hua to
Deepika padukone : janm kundali mein dosh
Arshad warsi : haa
Aishwarya rai : wo to chitragupt ka adda hain
Arshad warsi : asur samhar
Priyanka chopra : nahi unhi se puch lijiye , hume gyaat nahi iska
Sandesh
Arshad warsi: beshak main chlta hun chitragupt ke mehal mein ,
thank you
Teeno : munivar ki mangal kamna puri ho , om , hari om
Scene 14
Arshad warsi : chitragupt ko pranam
Amitabh bachan : pranam munivar
Arshad warsi : aap in gufao mein kya karte hain
Amitabh bachan : tap
Arshad warsi : koi khuli hawa mein tap karna pasand karte hain
Amitabh bachan : bure karmo ki wajah se tap gufao mein karna padta
hain
Arshad warsi : bure karm
Amitabh bachan : pustako se aur likhne ki attachment
Arshad warsi : yeh kaam kyon bura hain
Amitabh bachan : ache log retire lete hain aur bure log ant tak kaam
karne ki apeksha rakhte hain
Arshad warsi : main samjhan nahi
Amitabh bachan : Rambha ne bataya hoga ki aap mere paas ane ka
mukhya karan asuro ka naam karan kaise hota hain
Arshad warsi : haa
Amitabh bachan : bhoomi puja ke waqt par pata chalta hain ki agar
umr kis vash jyada huyi bache ki to astrology tedi pad sakti hain aur
agar tedi padi to asur agar seedhi pad to dev
Arshad warsi : yeh sab astrology se pata chal jata hain
Amitabh bachan : haa
Arshad warsi : khuli hawa mein ruch main rakhta hun ,uske bare mein
batayiye
Amitabh bachan : khuli hawa hain to aapne surya dev ka naman kiya
hain aur surya dev agar aap ja sake to meri bahut krutagya bhaav hogi
Arshad warsi : to chaliye surya dev ki bhavan lok ka swad chkhne
Amitabh bachan : main to gufa mein hi kaid,nahi to meri puri Shakti
toot kar bikhar sakti hain , gufa mein tap karta hoon isliye mein jivit
hun
Arshad warsi : sorry
Amitabh bachan : apne karmo ka adheen hoon , kisi din bataunga
mera chartitra akhir in gufao mein mera was kyon hua
Arshad warsi : beshak , main chala Suraya dev se milne
Amitabh bachan : alvida phi rana dost
Arshad warsi ; bye, Namaste pranam sasriyakal
Scene 15
Arshad warsi : pranam surya dev
Anil Kapoor : pranam munivar
Arshad warsi : chitragupt se mil ke a raha hoon
Anil Kapoor : dhayavad ke aap humare dwaar par aye
Arshad warsi : chitragupt gufa mein tap karte hain
Anil Kapoor : malum hain
Arshad warsi : sun ke aapko darn ahi lagta
Anil Kapoor : ache karmo karne ki izzazat nahi hain isliye
Arshad warsi ; naukri ki wajah se
Anil Kapoor : samjhata hoon
Arshad warsi : beshak
Anil Kapoor : jo manushya dev surya subah ka rakhwala hain us
samay tap kare to positive aur jo manushya dev asur chandrma ki
taraf dekhkar tap kare wah negative people
Arshad warsi : to chitragupt chandrama ko dekhkar tap karte hain
isliye negative
Anil Kapoor : chitragupt is positive kyonki we gufa mein diya jalake
tap karte hain
Arshad warsi : diya is surya dev yagna
Anil Kapoor : yes
Arshad warsi : gufa is created
Anil Kapoor : gufa is owned
Arshad warsi : hazaro diya se jalaye honge gufa ko
Anil Kapoor : theek farmaya
Arshad warsi : agar diya bujh jaye to
Anil Kapoor : yeh baat to vayu dev bata sakte hain , ,milenge
Arshad warsi : beshak
Anil Kapoor : main awaz lagata hoon , mere chalne ka samay a gaya
Arshad warsi : mein prateeksha karta hoon vayu dev ke agaman ka
Anil Kapoor : thank you , bye
Arshad warsi ; bye
Scene 16
Arshad warsi : pranam vayu dev
John Abraham : pranam munivar
Arshad warsi : ek asamanjas stithimein hain hum log
John Abraham : mera jo ho sake main bhagidar banuga aapke is
prashn chinh ko kholne ke liye
Arshad warsi : suhkriya
John Abraham ; batayiye
Arshad warsi : mujhe itna tak gyat hain ki tap karne se admi aurat ki
ayu bad jati hain
John Abraham : meditation is answer to live longer
Arshad warsi : ek aur baat tap gufa mein karne se aur diya jalane se
woh vyakti positive hota han
John Abraham : diya jalane se ashanti shanti mein ban jati hain
Andhkaar jo mrutyu ka shrap hain gumshuda ho jata hain diya jalane
se
Arshad warsi : agar gufa mein andhkaar bad jaye aur diya na jale to
kya hota hain us vyakti aur insaan aur Shakti ka
John Abraham : mrutyu ke kareeb
Arshad warsi : jab tak diya hain aap jivit , jab diya nahi jale to maut
John Abraham : andhere mein jeena mushkil hain, mrutyu tabhi
dastak deti hain jab aap laparvah ho tab
Arshab warsi : vayu ka kya mehatva jo insaan ya haivan ko jivit
rakhne mein madad karti hain , karti bhi hain yeh nayi
John Abraham : diya kuch der tak hi chalta hain isliye marne ke
chances jyada , isliya , modernistic approach ko bante nazar ko
dekhkar adhunik yantra bulbs ka upyog karna shuru kiya hain aur
salah bhi kiya gaya hain
Arshad warsi : gufa mein chalane ke liye
John Abraham : jitni saaf suthri bulb utne dino jivit insaan
Arshad warsi : in detail
John Abraham : meditation karne se aadmi ya koi bhi pashu pakshi
jivit reh sakta hain , iska matlab hain spirit inside ki chetna shuru
hone ke liye meditation is weapon , jitni der tak meditation kare utna
jagruk sharir ho sakta hain, andar ki awaaz sun sakta hian aur jo bhi
hone wali hulchul past ho ya future ho sab apne aap prasthut kar sakta
hain
Arshad warsi : aapka matlab hain jo bhi ghatna ghat sakti hain use
bekhoobi se present mein samne lakar sharer ko samapt hone se
bachaya ja sakta hain
John Abraham : hanuman itne arbo saal kaise jiya aur jee raha hain ,
prashn chinh
Arshad warsi : who to mera prashn tha
John Abraham : meditation strength se maine aap ki future gyaat kar
li
Arhsad warsi : oh !!! jab aapne yeh gyat liya ki hanuman ka bulava
abhi baki hain , main puchna chahta hun who itne arbo se karte kya
hain
John Abraham : unhi se puch lijiye , main bulava bhejta hun aapke
ane ka karan aur aapki ki duvidha we kaise sawal jawab mein
problem kaise solve karte hain
Arshad warsi : thank you bye
John Abraham : bye
Scene 17
Arshad warsi : hanuman ki jai
Sanjay dutt : munivar ko pranam
Arshad warsi : aap itne saal jiye kaise
Sanjay dutt : chiranjeevi ke naam se
Arshad warsi : kali yug mein aapka kaam
Sanjay dutt : shiva ki aradhana ram ke prati prem
Arshad warsi : yeh yug shiv puran se jaana jayega
Sanjay dutt : haa destruction
Arshad warsi : isme shiva ki kya bhumika hogi
Sanjya dutt : ardha narishwara
Arshad warsi : main kuch samjha nahi
Sanjay dutt : kuch palda bhari mard ki taraf aur kuch palda aurat ki
taraf
Arshad warsi : marriage is compulsory
Sanjya dutt : protection to self
Arshad warsi : aap to sanyasi hain shiva ansh
Sanjay dutt : isliye mein bhoomi mein asani se reh sakta hoon
Arshad warsi : devta nahi thehar sakte only ansh can how
Sanjay dutt : height
Arshad warsi : jiska kum height hain woh lengthy lifestyle jiska jyada
hieight death
Sanjay dutt : nahi jisk jyda height knowledgeable and protector of
earth, jiska kum height follower and fan of authors
Arshad warsi : phir to devta ki height
Sanjay dutt : haa chiranjeevi
Arshad warsi : kaliyug is knowledge
Sanjay dutt : male knowledge female knowledge chiranjeevi
Arshad warsi : yani marenge bhi nahi
Sanjay dutt : punar janm,
Arshad warsi : iska matlab kali yug bole to shiva aradhana
Sanjay dutt : tridev left side brahma right side Vishnu
Arshad warsi : beech mein Mahesh
Sanjay dutt : shoulders
Arshad warsi : shiva is embodiment of knowledge
Sajay dutt : male energy female energy
Arshad warsi : required to run the bhoomi
Sanjay dutt : har har mahadev
Arshad warsi : naamkaran
Sanjay dutt : om jai jagadish
Arshad warsi : hari om