Lyrics Lingers On: Gulzar                                                 http://lyricalarnaba.blogspot.
in/search/label/Gulzar
                                       More     Next Blog                                                             Create Blog     Sign In
         Lyrics Lingers On
                                                                                             Want my post to invade your
                      Showing posts with label Gulzar. Show all posts                        inbox?
                                                                                              Email address...                   Submit
          Thursday, 29 December 2016
                                                                                             About Me
          Dil Se - Chhaiya Chhaiya
                                                                                                                  Arnaba
                                                                                                             Thanks for being here. I
                                                                                                             am Arnaba. Though my
                                                                                                             name means the
                                                                                                             female version
                                                                                             of"ocean" in Sanskrit yet the depths
                                         Jinke sar ho ishq ki chhaaon                        and the altitude of mountains
                                                                                             fascinates me more than anything. I
                                         Paaon ke neeche jannat hogi                         am mad about Travelling and Story
                                                                                             telling and that's the main reason I
                                         Jinke sar ho ishq ki chhaaon                        blog. I prefer tea over coffee. I am a
                                                                                             pluviophile and clinophile with same
                                                                                             intensity.
                                                                                             View my complete profile
                                              Chal chaiyya chaiyya
                                                                                             Blog Archive
                               Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya
                                                                                              2017 (6)
                                   Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya                              August (5)
                                                                                                   Jagjit Singh : Chokhe
                                                                                                     Chokh Rekhe Ami
                                Paau jannat chale chal chaiyya chaiyya                               Sura Paan Ko...
                                                                                                   Jagjit Singh : Bedona
                                   Paau jannat chale chal chaiyya                                    Modhur Hoye Jae
                                                                                                   Jagjit Singh : Bujhinito
                                                                                                     Ami Bujhinito Ami
                                               Chal chaiya chaiya
                                                                                                   Jagjit Singh : Tomar Chul
                                                                                                     Badha Dekhte Dekhte
                                                                                                   Jagjit Singh : Shob Kichu
                                   Woh yaar hai jo khushboo ki tarah                                 Ekhane Ache
                                     Jiski zubaan urdu ki tarah                                  April (1)
                                                                                              2016 (16)
                                       Meri shaam raat, meri kaayanat                         2015 (27)
                                        Woh yaar mera sainya sainya
                                                                                             Labels
                                              Chal chhaiya chhaiyya                         A.R. Rahman Abhay Deol Abhijeet Abhiruchi
                                                                                             Chand album Alia Bhatt Aliya Bhatt Amaal Mallik
                                                                                             Amitabh Bachchan          Amitabh Bhattacharya
                                                                                             Anand Anand Bakshi Anjaam Antara Mitra
                                         Gulposh kabhi itraye kahin                          Arijit Singh   Armaan Malik Asha
                                                                                                                           Bhosle Atif
                                                                                             Aslam Bemisaal    bengali Bhupinder Singh
                                        Mehke to nazar aa jaye kahin                         bollywood       Chhaiya Chhaiya Coldplay Dev
                                         Gulposh kabhi itraaye kahin                         Anand Dil Se Dilwale Dr. Devender Kafir Emraan
                                                                                             Hashmienglish     Farhaan Akhtar Fawad Khan
                                        Mehke to nazar aa jaaye kahin                        gazal Gulzar       Guru Dutt Hemant Kumaar
                                                                                             hindi    Hrishikesh Mukherjee Ijazat indipop
                                                                                             Jagjit Singh      Jaya Bachchan kajol Kalki
                                                                                             Koechlin Kapoor & Sons Kapoor and Sons kareena
                                          Taveez banake pehnu use                            Kapoor Kavita Seth   Kishore     Kumaar Lata
                                        Aayat ki tarah mil jaye kahin                        Mangeshkar     lyrics     Mala Sinha Malaika
                                                                                             Arora Marasim Mohd. Rafi Mukesh Nandini Srikar
                                         Taveez banaake pehnu use                            Neerja Nutan Parichaye Prasoon Joshi
                                                                                             Pritam Prosenjit Chatterjee R D Burman
                                        Aayat ki tarah mil jaye kahin                        rabindra sangeet Rohit Shetty S D Burman sad
                                                                                             Sahir Ludhianvi Salil Chaudhury Salman Khan
                                         Gulposh kabhi itraye kahin                          Sapna Awasthi Shahrukh Khan Shantanu
                                                                                             Moitro Shekhar Ravjiani shiver shob kichu
                                        Mehke to nazar aa jaye kahin                         ekhane ache Shubha Mudgal Sidharth Malhota
                                                                                             Sidharth Malhotra Sonam Kapoor       song
1 of 9                                                                                                                     1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                        http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
                                                                                    Song Lyrics songs Sukhwinder Singh Sunidhi
                                                                                    Chauhna Tanisk Bagchi Vishal Khurana Vishal-
                                                                                    Shekhar Wahida Rehman Wazir
                                Taveez banake pehnu use
                              Aayat ki tarah mil jaaye kahin
                           Woh yaar hai jo imaan ki tarah
                         Mera nagma wohi mera qalma wohi
                        Mera nagma nagma mera qalma qalma
                                 Mera nagma nagma
                                 Mera qalma qalma
                                  Yaar misaal-e-os chale
                                Paon ke tale firdous chale
                             Kabhi daal daal kabhi paat paat
                            Main hawa pe dhoondu uske nishan
                        Sar ishq ki chaon chal chaiyya chaiyya
                            Sar ishq ki chaon chal chaiyya
                        Paau janat chale chal chaiyya chaiyya
                            Paau janat chale chal chaiyya
                                  Chal chaiya chaiya
                              Main uske roop ka shaidaai
                              Woh dhoop chhanv sa harjaai
                             Woh shokh hai, rang badalta hai
                               Main rangroop ka saudaai
                               (Main rangroop ka saudaai)
                               Jinke sar ho ishq ki chhaon
                              Paaon ke neeche jannat hogi..
                                Jinke sar ko ishq ki chhao
                              Paaon ke neeche jannat hogi
                                Shaam raat meri kaynaat
                              Woh yaar mera sainya sainya
                                 Chal chaiyya chaiyya
                        Sar ishq ki chaon chal chaiyya chaiyya
                            Sar ishq ki chaon chal chhaiya
                        Paau janat chale chal chaiyya chaiyya
                            Paau janat chale chal chaiyya
                                 Chal chaiyya chaiyya
2 of 9                                                                                                            1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                                http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
                                   Woh yaar hai jo khushboo ki tarah
                                    Woh jiski zubaan urdu ki tarah
                                   Meri shaam raat, meri kaayanat
                                    Woh yaar mera saiyan saiyyan
                                        Chal chaiyya chaiyya
                                             Source: Internet
          Posted by Arnaba at Thursday, December 29, 2016              No comments:
          Labels: A.R. Rahman, bollywood, Chhaiya Chhaiya, Dil Se, Gulzar,
          Malaika Arora, Sapna Awasthi, Shahrukh Khan, Sukhwinder Singh
          Thursday, 16 June 2016
          Marasim - Zindagi Yun Hui Basar Tanha
                                     Zindagi yun hui basar tanha
                                    Qaafilaa saath aur safar tanha
                                     Zindagi yun hui basar tanha
                                    Qaafilaa saath aur safar tanha
                                    Apne saye se chaunk jaate hain
                                    Apne saye se chaunk jaate hain
                                    Umr guzari hai is qadar tanha
                                    Umr guzari hai is qadar tanha
                                     Raat bhar bulate hain sannate
                                     Raat bhar bulate hain sannate
                                      Raat kate koyi kidhar tanha
                                      Raat kate koyi kidhar tanha
                                   Din guzarata nahin hai logon mein
                                   Din guzarata nahin hai logon mein
                                      Raat hoti nahin basar tanha
                                      Raat hoti nahin basar tanha
3 of 9                                                                                                    1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                                 http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
                                  Humne darawaaze tak to dekha tha
                                  Humne darawaaze tak to dekha tha
                                   Phir na jaane gaye kidhar tanha
                                   Phir na jaane gaye kidhar tanha
                                       Qafila saath aur safar tanha
                                       Zindagi yun hui basar tanha
          Posted by Arnaba at Thursday, June 16, 2016               No comments:
          Labels: gazal, Gulzar, Jagjit Singh, Marasim, Song Lyrics
          Thursday, 12 November 2015
          Ijazat - Mera Kuch Saaman
                             Mera kuch saaman tumhare paas pada hai
                        O o o... saawan ke kuch bheege bheege din rakhe hai
                              Aur mere ek khat mein lipti raat padi hai
                          Woh raat bujha do, mera woh saaman lauta do
                             Mera kuchh saman tumhare pas pada hai
                                     Patjhad hai kuch... hai na
                             O patjhad me kuch patto ke girne kee ahat
                             Kano me ek bar pahan ke laut aayee thee
                            Patajhad ki woh sakh abhi tak kanp rahi hai
                            Woh sakh gira do, mera woh saaman lauta do
                        Ek akeli chhatari main jab adhe adhe bheeg rahe the
                                     Aadhe sukhe aadhe gile,
                                    sukha toh mai le aaye thee
                             Gila mann shayad bistar ke pas pada ho
                            Woh bhijwa do, mera woh saman lauta do
                                    Ek so sola chand kee ratein
                                     ek tumhare kandhe kaa til 
                                    Gilee mahendee kee khushbu,
                                    jhut muth ke shikwe kuchh
                                Jhuth muth ke wade sab yad kara do
                              Sab bhijwa do, mera woh saman lauta do
                                           Ek ijajat de do bas,
                                         jab isako dafanaungee
                                        Mai bhee vahee so jaungee
4 of 9                                                                                                     1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                                       http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
          Posted by Arnaba at Thursday, November 12, 2015                     No comments:
          Labels: Asha Bhosle, Bemisaal, Gulzar, hindi, Ijazat, lyrics, song
          Saturday, 17 October 2015
          Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
                              Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune,
                                          Sapne, surile sapne
                                     Kuch hansi ke, kuch gum ke,
                              Teri ankho ke saye churaye rasili yaadon ne
                                    Maine tere liye hi saat rang ke...
                                            Chhoti baatein,
                                Chhoti chhoti baaton ki hai yaadein bani
                                               Bhule nahi
                                       Beeti huyi ek chhoti ghadi
                                   Janam janam se ankhein bichaye
                                          Tere liye in raho me
                                   Maine tere liye hi saat rang ke...
                                                Bhole bhale,
                                       Bhole bhale dil ko behlate rahe
                                                Tanhai mein
                                        Tere khayalon ko sajate rahe
                                       Kabhi kabhi toh aawaz dekar,
                                         Mujhko jagaya khabon ne
                                       Maine tere liye hi saat rang ke...
                                                Roothi raatein,
                                      Roothi huyi raaton ko jagaya kabhi
                                                   Tere liye
                                         Beeti subah ko bulaya kabhi
                                          Tere bina bhi, tere liye hi,
                                           Diye jalaye raaton mein
                                       Maine tere liye hi saat rang ke...
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015                    No comments:
          Labels: Anand, bollywood, Gulzar, hindi, lyrics, Mukesh, Salil Chaudhury,
          song
5 of 9                                                                                                           1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                            http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
          Katra katra milati hai, Katra katra jeene do
                                   Katra katra milati hai
                                    Katra katra jeene do
                                    Zindagi hai behne do
                               Pyasi hoon main pyasi rehne do
                                 Tumne toh akash bichhaya
                              Mere nange pairo mai zameen hai
                               Dekhe toh tumhari aarzoo hai
                               Shayad aisi zindagi hasin hai
                                   Aarzoo main bahne do
                               Pyasi hoon main pyasi rehne do
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015         No comments:
          Labels: Asha Bhosle, bollywood, Gulzar, Ijazat, lyrics, song
          Ek akela iss shahar mein
                                  Ek akela iss shahar mein,
                                 Raat mein aur dopahar mein
                                   Aabodana dhundta hai
                                   Aashiyana dhundta hai
                                  Din khali khali bartan hai
                                Aur raat hai jaise andha kuan
                                 Inn suni andheri aankho se
                              Aansun ki jagah aata hain dhuan
                 Jeene ki wajah toh koyi nahi marne kaa bahana dhundta hai
                                  Ek akela iss shahar mein
                                   Inn umr se lambi sadkon ko
                                Manjil pe pohonchte dekha nahi
                                  Bas daudtee phirti rahti hain
                                Humne toh theherte dekha nahi
                    Iss ajnabi se shahar mein jana pehechana dhundta hai
                                    Ek akela iss shahar mein
6 of 9                                                                                                1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                              http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015        No comments:
          Labels: Bhupinder Singh, bollywood, Gulzar, lyrics, song
          Chhoti si kahani se
                                     Chhoti si kahani se
                                    Barishon ki pani se
                                    Sari wadi bhar gayi
                                Na jane kyun dil bhar gaya
                                Na jane kyun ankh bhar gaye
                                     Shakho pe patte the
                                    Patton pe boonde thi
                                    Bundo mein pani tha,
                                    PanI mein aansu the
                                    Dil mein gile bhi the
                                     Pehle mile bhi the
                                     Milake paraye the
                                     Do humasaye the
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015        No comments:
          Labels: Asha Bhosle, bollywood, Gulzar, hindi, Ijazat, lyrics, R D Burman,
          song
          Biti naa bitayi raina
                                    Biti naa bitayi raina,
                                     Biraha ki jayi raina
                                   Bheegi huyi aakhiyo ne
                                      Lakh bujayi raina
                                Bitee huyi batiya koyi doharaye
                              Bhule huye namo se koyi toh bulaye
                            Chaand ki bindi wali, bindiwali ratiya
                          Jagi huyi aakhiyon me raat na aayi raina
                                 Yug aate hai, aur yug jaye
7 of 9                                                                                                  1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                           http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
                           Chhotee chhotee yaado ke pal nahi jaye
                            Jhuth se kali laage, laage kali ratiya
                         Ruthhi huyi aakhiyo ne, lakh manayi raina
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015       No comments:
          Labels: Bhupinder Singh, bollywood, Gulzar, hindi, Lata Mangeshkar,
          lyrics, Parichaye, R D Burman, song
          Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
                       Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
                          Aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
                      Aap ki aankho mein kuch mehke huye se raaz hai
                          Lab hile toh mogare ke phool khilte hai kahi
                       Aap ki aankho mein kya sahil bhi milte hai kahi
                           Aap ki khamoshiya bhi aap ki awaaz hai
                      Aap ki aankho mein kuch mehke huye se raaz hai
                            Aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
                        Aap ki aankho me kuch mehke huye se raaz hai
                        Aap ki baton mein phir koyi shararat toh nahi
                         Bewajah tareef karna aap ki aadat toh nahi
                          Aap ki badmashiyo ke yeh naye andaz hai
                       Aap ki aankho me kuch mehke huye seraazhai
                          Ho aap se bhi khubsurat aap ke andaz hai
                       Aap ki aankho me kuch mehke huye seraazhai
          Posted by Arnaba at Saturday, October 17, 2015       No comments:
          Labels: bollywood, Gulzar, Kishore, Lata Mangeshkar, lyrics, song
                                    Home                               Older Posts
                                  Subscribe to: Posts (Atom)
8 of 9                                                                                               1970/01/01, 05:24
Lyrics Lingers On: Gulzar                                     http://lyricalarnaba.blogspot.in/search/label/Gulzar
                            Awesome Inc. theme. Theme images by sndr. Powered by Blogger.
9 of 9                                                                                         1970/01/01, 05:24